"Sharon tum mere liye koi compition nahi ho, tum meri ho sharon"
Jis Din Say Dekha Hai Tumko Sanam Baychain Rehtay Hain Us Din Say Hum Lagta Hai Aisa Khuda Ki Kasam Tum Meray Ho Tum Meray Ho Tum Meray Ho
Saawan Hai Barsaat Hogi Nahin Kar Kay Koi Baat Hoti Nahin Kesay Batayen Yeh Tumko Sanam Tum Meray Ho Tum Meray Ho...
Shair Jo Hota Main Teray Liye Kehta Ghazal Main Koi Pyar Ki
Hota Musawwir To Apnay Liye Moorat Banaata Rukh-e-Yaar Ki Tasveer Teri Banaata Main Saaray Jahan Ko Dikhata Main Par Kya Karoon Kay Musawwir Nahin Hai Badnaseebi Kay Shair Nahin
Kesay Batayen Yeh Tumko Sanam Tum Meray Ho Tum Meray Ho...
Raaton Ko Karvat Badaltay Hain Hum Shamma Ki Maanind Jaltay Hain Hum
Tum Hi Batao Kay Hum Kya Karayn Chaaron Taraf Dekhtay Hain Tumhain Is Main Khata Kya Humari Hai Har Shay Main Soorat Tumhari Hai Gallion Main Tum Ho Bahaaron Main Tum Is Dil Main Tum Ho Nazaaron Main Tum Kesay Batayen Yeh Tumko Sanam Tum Meray Ho Tum Meray Ho
Jis Din Say Dekha Hai Tumko Sanam Baychain Rehtay Hain Us Din Say Hum Lagta Hai Aisa Khuda Ki Kasam Tum Meray Ho Tum Meray Ho Tum Meray Ho Tum Meray Ho Tum Meray Ho Tum Meray Ho Tum Meray Ho Tum Meray Ho Tum Meray Ho...</font>