Ek tippani humari bhi! - Page 2

Created

Last reply

Replies

14

Views

1.5k

Users

8

Likes

41

Frequent Posters

LSPD thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 12 years ago
#11
Way Kya baat hai
Sirf ek baat kahungi
Sullu ke pass Devi shanti to nahin par assuri shakti hai no usse baccha legi aur woh hai
Colours ( rang ) prem aur rajneeti jis ke woh visheshagya hain
Valar.Morghulis thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 3
Posted: 12 years ago
#12

Originally posted by: masan1

Pranam pyareji, ithi pratiksha karwai bandhu apne. Hum to kabse kuch aisa sunne ko machal rahe the. Apne ati uttam vyakhya Ki hai bhai Ki. Pichli kadi mein mandbudhi bhratashri ne jo bhi kaha usse unki mansik sthiti Ki jhalak dikhti aur apni bhraya ne jo unka ullu bnaya hume bada maja aya.

Maria hum bhi pyare ji ke prashanshak hai. Lage raho.


Kia? 😕
Sau_ka_note thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 12 years ago
#13

Originally posted by: LSPD

Way Kya baat hai
Sirf ek baat kahungi
Sullu ke pass Devi shanti to nahin par assuri shakti hai no usse baccha legi aur woh hai
Colours ( rang ) prem aur rajneeti jis ke woh visheshagya hain

tippani k liyeh dhanyawaad ji. Wakai bhrata k paas asuriya shakti jaroor hai jo weh itne boriyat failane k bawjood show mein tike huwe hain.
leelaa9 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 4
Posted: 12 years ago
#14

Originally posted by: pyaare_laal

Humein gyat hai ki kal ki kadi k visay mein anek charcha ho chuki hai aur humari tippani awasyak nahi parantu hum sudharne walon me se nahi hum apni baat rakhne kar hi chodenge ! - Bhratashri ki entry aur exit ka style similar tha dono mein unhone gurutwakarshan ko defy kiya. Aur unke mukharvrind se nikle 'amazing' shabd :'izzat to rahi nahi kam se kam chehra to bacha lein roti kamaane k kaam aayega' yeh dialogue bhratashri ne RK k liyeh kaha ya swayam k liyeh kyonki izzatless to weh hain aur us natkiya fall k baad chehra bigadne ka sabse bada khatra to unhe hi tha! Sabse hasyajanak baat to ye thi ' mere paas sab kuch hai Jo tere paas nahi aur na hi kabhi hoga: izzat, paisa , property ' bhratashri suffering from serious maansik samasya.'main aisa hoon nahi, mujhe kiya gaya hai' another dosharopan session! Humein Madhu ka bhi ek dialogue samajh nahi aaya ' woh sultan jo yeh kuch hone se pehle insaan tha' dialogue likhne wale vyakti shayad bhul gaye ki 'yeh kuch' huwa nahi bhratashri ne swayam kiya hai! Aur bhratashri insaan kab the? I mean weh toh pehle bhagwan the aur ab rakshas hain!. Khair chodo sab kuch kam se kam tab tak to anand uthaya jaye jab tak weh talaab / gufa se magarmach, machli,mendak, chamgadad ityadi se lad bhid kar/ unse pyaar mohabbat kar punaah nahi laut aate. Note: bhratashri ki paas jaroor koi daiviya ya yun kahe asuriya shakti hai warna normal insaan to uss kadar girne k baad sidhe pataal pahunch jaata. Tippani se sab ko pareshan karne k liyeh chamaprarthi hain. Dhanyawaad.



Ek tippani humari bhi!

Superb post.👏
Sau_ka_note thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 12 years ago
#15

Originally posted by: leelaa9



<h1><font size="2">Ek tippani humari bhi!</font></h1>Superb post.👏

sahridaya dhanyawaad ji.

Related Topics

Madhubala - Ek Ishq Ek Junoon thumbnail

Posted by: ThePoleSTAR · 2 months ago

Koi toh kuchh post kro

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".