A: ab naa jaa, ab na jaa.. "angad sings"
K: Angad
A: "thinks: oh god yeh kripa itni jhaldi kaise aagayi."
A: are kripa jaan tum itni jhaldi yahan kya kari ho. come give me a hug.
K: Angad kya tum rooz rooz mere jane ke bad gane ghate ho?
A: haha are rooz rooz nahin.. kabhi kabar.. baas yunhi
K: tum pagal toh nahin ho..
A: nahin kripa.. tum mera mazaak nahi ura sakthi ho.
A: maine hamesha tumse pyar kiya hai.. aur tumne hamesha mera pyar ka mazaak uraya hai.. yaad hai woh din..
ya woh din
K: oh haan yaad hai..
A: kripa tumne to muhje kahin ka nahim chora.. lehkin dehko aaj bhi mein tumse pyar karta hoon.
K: haan theek kehre ho tum.. maine tumhe kitni baar chora hai lehkin phir bhi tum muhjse kitna pyar karte ho. i luv you jannu.. ab mein chalti hoon.
A: haan han tum jao.. mein abhi aaya..
A: ab tum jahsakthi ho.. jhaldi karo warna kripa tumhe dehklegi..