Posted:
I think Jai should say this to Bani... I know if he said this to anyone of us we would melt into his arms..
Ankho Ko Rulaya hai aapne iskadar aaj,
fir bhi maffi mangta hu main aapse...
Dil ko Tadpaya hai aapne iskadar aaj,
fir bhi saath chahta hu main aapse,...
Chahe nafrat karo aap mujhse aaj,
meri har khusi judi hai sirf aapse...
chood mat dena saath aap mera aaj,
dil se juda hai mera rishta aapse...
galti ko maine mana bhi hai aaj,
saza ki ab ummid karta hu aapse...
isse badhkar main kua kahu aaj
mere to har sapne jude hai aapse...
main kehta hu saab ke samne aaj,
bahot pyar karta hu main aapse...
What would make Bani move and break her silence?