frnds
firstly i am also equally happy ki raj ko naina se pyar hai....
par kya kisi ko yaad hai ritu ne camp me raj se kya kaha tha....captain agar aap meri jagah hote aur aap ka pyar aapse vahi kehta jo aapne mujhse kaha to app kya karte...
guys i have full doubt on this line ritu kahi baat sach ho gayi to .........😡😡
i cant see raj again becoming a pyar me hara hua personðŸ˜