Chalo hum sab mazze karen aur dekhe SAB TV.
Aap bhi shamil ho jaye iss duniya mein,
Jaha darte hai sab log F.I.R ki jwalamukhi se.
Jaha Jeannie apne jadoo se karti juju ko pareshaan,
Vah rehta tha baalveer jo tha shaktishali aur balwan.
Roj gappe marte Natu Kaka aur Baaga,
"Gappe toh pitaji mara karte the" aisa kehte Chotu Mama.
Mazza ata bohot jab rehte Daya aur Jetha,
Sab par pani dalta vo tha Chidiya Ghar ka Gadha.
Mazza ata bohot jab rahta "Waah Waah Kya Baat ",
Mazze ka tadka dalte Gopi aur Gulgule ek saath.
Rehte the Jetha aur Daya ek society me jiska naam tha Gokuldham,
PWD mein jo kaam karte , Lallan ji hain unka naam.
Karte masti hum with Manav and Meher,
SAB TV lata humare ghar mein Khusiyon ka Leher.
Yeh duniya hai bohot accha aap bhi aaye iss duniya mein,
Kyuki asli maaza SAB ke saath ata hai!!!!!!!!!!!!!!!!