Originally posted by: bunbutt_too
A guy? ...I hope sođ Aaj kul koh kaun kiskeh saath kya kurenga yehich humku sumaz nahi arahela. Apun toh sirf apun kah muh bada bada khol keh dekta rehta hain đđ
sahih apun bhi moun khol khol ke dekhta hai, aryan ki shakal dekhi kaisa hogayala tha jab punna ko rahul ke saath pair kya đ đ đ apun to "darr" gaya aisa laga darr ka shah rukh khan abhi aayenga aur kehega pu pu pu punnah i love you aur us ke tshirt pe guess karo kya like tha "confused" đ đ đ