Chapter 1 - Page 1 (below)
Chapter 2 - Page 1 (its under)
Chapter 3 - Page 2!
Chapter 1
Mein, Asad Raizada Excel Collage ka sabse cool or sabse handsome ladka. Thoda filmy naam hai but mujhe pata hai, yeh name koi nahi bhool sakta especially ladkiyan. Aaj second year ka pehla din hai aur mera schedule toh already booked hai, kyun ki meri nayi girlfriend Rita hai. Rita knows ki mein itna serious nahi uske saath because I am waiting for only one girl.
Ek ladki jiski badi, badi ankein ho, aur woh ankein jin may sirf aur sirf mein dikhai doon. Uske lambe aur hasin bal jismain se sirf meri khushboo aaey. Ek ladki jo sirf meri ho kar rehjai, sirf meri. Aur usko dekhkar phool bhi phike lagne lage. Mein jab usko dekhunga toh violins bajne lagenge and that's when I will know ke voh agayi. I know ki ye thoda old fashion type shayeri thi but I grew up listening to my dad's collection of shayeri. Is vaja se mein bhi ek shayer type ban gaya hoin. Par mujhe pata hain ke aisi ladki bohot mushkil se milegi but milegi zaroor.
Aaj collage mein wahi teacher aur wahi subject but just harder. Meri childhood best friend Sharon just came uski pink convertible mein, and with her is her brother U-d-a-y Uday, jeetna chota naam use bhi chota IQ ("pyaar" se Sharon calls him dodo (like the dodo bird)). His only reason to come to collage is GIRLS. Usse kabhi koi ladki nahi patt ti but still woh har ladki pe line marta hai. That leads me to my buddy jo hamesha mere saath rehta hain my guy best friend Benji (Benjamin) hai toh apna hi desi but Christian. Benji bhi Uday jaisa hai line to marle ta hai par kabhi koi ati nahi aur mere pass sab aaja ti hai line mare bina. Aur iss vajai se, mujhe undono ne apna love guru banalea hai. Sharon aaj keh rahi thi ki uski koi cousins ane wali hai, and also ki voh koi chote village se I think it was called Morena. Well I guess ki agar Sharon ki family se hai toh phir hott honi chahiye.
But Then Sharon ne mujhe bataya ki voh apne cousins se nahi milna chati so now it's my job to get them back to Morena. So maine thodi information Sharon se layli hai the older one's name is Khushi Bhushan and the younger one who is our age her name is Zoya Bhushan. Par suna hai ki dono mein bada fark hai Khushi hates studying aur Zoya ek topper hai. Iss liye maine decide kiya hai ki mein Zoya ko uss ki tarikay se milunga, I will become a geek too par sirf kapdo se, not study in real and it's going to be the funniest ever. After becoming her friend I will make a fool of her par jaanbuch ke nahi (well at least uske nazron mein nahi). I know ki thoda sa mean hai but what can I do, aur maine apne aap se ek promise ki hai ke agar kuch bhi gadbaad ho jai then I will be willing to take full responsibility. Mujhe pata nahi ki older one ka kya karenge but agar younger sister nahi rehna chati toh phir badi kyun rehna chaheygi?
Ab to bas kal ka intezar hai.
Okay so the starting does kind of have the Miley jab hum tum touch but it was a great starting sooo...But i really hope you quys liked it
And please please tell me what you think
85