Adarniya creatives mahodayaš ' atithi vishesh sanvad lekhak shri Raghuvir Shekhawat jiš ..maananiya darshak aur mere pyaare forumwasiyon'š
aaj agar MEIEJ aasmaan ki bulandiyo ko chu raha hai ..to uska shreya sirrf ek insaan ko jaata hai Shri Saurabh Tewari ji š...give him a a big hand ..ššhe is a great guy... really you are...
Peechle dus mahino se inhone nirantar iss serial mein jhatkon pe jhatke diye hai '''umeed hai aage bhi dete rahengeš¤¢..hame to aashcharya hota hai ki ek insaan apne creative career mein itne unxepected jhatke kaise de sakta hai ...š¤£inhone kadi tapaasya se apne aapko is kabil bunaya hai...š¤£
kalakaron ka sahi upyogš... kahani ka purna istemaal koi inse seeke ..seeke inse... seeke '. š
aaj hum sab fans yaha hai ..kal alag alag forum mein fail jayenge ...šwaadaa hai aapse jis forum mein honge waha jhatke denge𤣠MEIEJ ka naam roshan karenge 'dikha denge sabko jo jhatke dene ki shamtaa yaha ke fans mein hai wo sansaar ke kisi fans mein nahiii '.šNo other fan... No other fan...š
Adarniya sanvad lekhakji namashkar...š aapne is serial ko wo cheez di jiski hamein sakht zaroorat thi ' Dialogueš ..dialogue hote sabi ke paas hai ..par aapke jaise nahi' aapne apne dialogue iss jhatkadhari purush ke haat mein diye hai'š¤£ab dekiye yeh kaisa iska upyog karta hai...š
Is swarn awsar par ek dialogue yaad aa raha hai'
"Paglon ki si nafrat...Paglon ka sa ishq...Paglon ka sa Junoon...Dono ne
milkar kya khoob nibhaya -
Madhubala Ek Ishq Ek Junoon"!!! aaahaan
PS- this is the after effect of studying š
*Dialogue credit to dialogue thread