Originally posted by: Sanjana-ARMAAN
are o to hai but tujhse aajkal black bitter coffee kuch jyada hi yad aati hai?
arey yaad kaise nahi aati..bechari zoya kitne mehnat se apne dil pe patthar rakhke coffee banakar laayi thi kal asad keliye..abb dekho coffee banana uska roz ka kaam bangaya hai🤣