













Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 28 July 2025 EDT
CID Episode 64 - 27th July
WELCOME 🏠 MAIRA27.7
MAIRA IS SAD 😞28.7
YRKKH to take a generation leap!!!
BALH Naya Season EDT Week #7: July 28-Aug 1
Geetanjali vs Abhinav
Maa esi nahi hoti…
Mohabbatein: one of the best scenes
Has Kajol forgotten how to act?
Anupamaa 27 - 28 July 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Gen 5 Storyline
Who is Best for gen 5
Did she really say that?
Anyone else born in the 80's?
Aneet Padda Next Movie With Fatima Sana Shaikh
In the ruins....I found you ❤️-A Prashiv ss
Half Girlfriend: anyone watched it?
If you had the power of vanishing one nepo kid?
24 years of Yaadein
Brij Singhaniya:
Tara Singhaniya:
Wife of Brij,loves supriya as her elder sister.Loves Geet,Piya & Abhay as her own children,very sweet,loveable.
Others Characters:
Avinash comes down from the stairs and sat on dinning table.Supriya is sitting with Brij & Tara.
Avinash-Supriya,where is Geet & Daksh.
Tara-Daksh 1hr pehle hi college chala gaya aur Geet...
Avinash-Supriya,Geet nahi uthi abhi tak.
Supriya-woh...kal raat late ghar aayi thi to so rahi hai.
Avinash & Brij done their breakfast & stand up from their chair to leave.
Avinash-Brij,to office chale we r geeting late aur aaj hamari Khuranas ke sath meeting hai.
Brij-haan bhaishaab,chaliye unhe late aana bilkul pasand nahi chalte hai.
Avinash-Supriya,Geet ko jaldi office aane ko kehna hum chalte hai.
Supriya-thik hai.
Avinash & Brij goes to their office.
Supriya-pata nahi iss ladki ka kya hoga,jab dekho apne sapne me khoyi rahti hai.
Tara-Didi,kuch nahi aap paresan math ho kuch nahi hoga bas use ab is sapne ki duniya se nikalna ke liye us sapne ke rajkumar ko bahar aana hoga,tab tak ke liye hum use is sapne ki duniya se nikal dete hai.
Supriya-Haan wo to thik hai par Tara waisa Rajkumar to use pata nahi milega ya nahi,leave that main use uta deti hoon warna Avi bar-bar phone karne lagenge ki kahi meri pari ko kuch ho to nahi gaya.
Both laughs & Supriya wents in Geet room.
*******************************************************************
In Geet's Dream
A girl is standing in a grass field in her Bridal Dress waiting for someone.Suddenly,a boy in his Groom costume on a white horse starts coming towards her.She saws the horse and her face carve a wide smile...Suddenly...
********************************************************************************
Supriya-Geet,kitne sapne dhekhe gi apne Prince Charming ab uto beta Dad aur Chachu office bhi chale gaye aur tum abhi tak so rahi ho utho beta...
Geet sat up and look dissapointly on her mom.
Geet-Mom,aap hamesa mujhe galat waqt par hi kyu uthati hai u know mera Dreamy Prince Charming mujhe apne ghore par bithake...
Supriya-Haan janti hoon woh tumhe apne ghore par bithake asman ki sair karata,paristhan lekar jaata aur...
Tara enters in Geet's room.
Tara-aur chand-taroo ko tumhare kadmo me lakar rakh deta.
Geet-Aap sab mera majak uda rahe ho mujhe aap sab se baat hi nahi karni hai.
Tara-Ok baba sorry,gussa mat ho.
Supriya-Ab apne sapno ki duniya se bahar niklo aur jaakar jaldi se ready ho jao Avi ne kaha hai tumhe jaldi office bejne ko.
Geet-Aaj main office nahi ja rahi hoon,Aaj maine office se leave li hai.
Supriya-Kyun?tum office kyun nahi jaogi aur tumne leave kyun li hai.
Geet-Maine leave isliye li hai kyunki...
Tara-Kyunki...
Geet-Kyunki aaj me sirf apne"Dreamy Prince Charming"ke bare me sochna chahti hoon aur agar main office gayi to main uske baare main kaise sochungi.
Supriya-Geet,tum office ja rahi ho samjhi aur tumhare us"Dreamy Prince Charming" ke baare main sochne ke liye tumhara sapna kafi hai samjhi.Ab jakar jaldi ready ho jao.
Geet-Ok mom,main ready hokar aati hoon par main office nahi jaongi.
Tara-Par...Geet...
Geet-Don't worry,main dad se baat kar loongi.
Geet gets up from the bed & rushes into the washroom.Tara & Supriya left the room.
*********************************************************************************
(SONG SEQUENCE)
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye,
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Geet comes out from the washroom in towel singing & dancing.
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye,
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye
Geet comes towards the cupboard & starts searching for a dress to wear.
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye,
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aayeee
Finally,select a dress & rushes into the washroom.
Geet comes out from the washroom wearing the dress.
Kaisa Hai Kaun Hai Woh Jaane Kahan Hai
While applying her lipstick...
Apna Hai Ya Begana Hai Woh
Sach Hai Ya Koi Afsana Hai Woh
Dekhe Ghur Ghur Ke, Yunhi Door Door Se
Use Kahon Meri Neend Na Churaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye
Geet comes down from the stairs & starts having her breakfast.
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye,
She starts dancing with Tara.
Jadoo Sa Jaise Koi Chalne Laga Hai
She wipes her hand & drank water.
Jadoo Sa Jaise Koi Chalne Laga Hai
Main Kya Karun Dil Machalne Laga Hai
She starts dancing with her mom.
Tera Deewana Hoon Kehata Hai Woh
Chup Chup Se Phir Kyon Rahta Hai Woh
Kar Baitha Bhool Woh, Le Aaya Phool Woh
Use Kaho Jaaye Chaand Leke Aaye
She stands on dining table & starts dancing.
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye,
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye,
Aake Mujhe Chhed Jaaye
Use Kahon Kabhi Saamne To Aaye
Mere Khwaabon Mein Jo Aaye,
Aake Mujhe Chhed Jaaye
La La Laa Laa Laa La La
**************************************************************
Suddenly her phone starts ringing.She checks the no & smiles.
Geet-Bye,mom main abhi ati hoon kuch jaroori kaam hai.
Supriya-Geet,par tum jaa kaha rahi ho.
Geet-Mom,wo main aapko nahi bata sakti.Ok bye.
She rushes out from the door.
Supriya-Mujhe to samaj nahi aata ki iss ladki ka kya hoga.
Tara-Don't worry Di,kuch nahi hoga wo jaldi aa jayegi.
**************************************************************
Introduction As I already told you that I am going to write period fiction... So here is it... Let's see how is the response. That will decide...
Prologue Today, two people bound in one relation, now society known as husband wife... She stands with him on door, for gharpravesh... Her
ENCHANTED - THREAD 2 SUMMARY - Thanks all for completing thread1
Concept - click here PROLOGUE Geet distributing the sweets to her friends... Chasmish ye sweets kis khushi mein Geet : meri di ki shaadi hai...
Prologue sauda means deal... . kissi ke Armaano ka sauda... kissi ke khawabo ka sauda... . . . humne toh kiya tha sauda pyaar smjhkar... par nhi...
613