
Anamika ne dikhaya apna asli chehra...

Anamika: oho kitni dheet larki hai rukne ka naam nahin lerahi humein kuch karna parega kuch aisa jo iss larki ko rok paye...par kya?
Anamika to Rano: Jeet ko humara honey se koi nahin roksakta tum b nahi. Ruk jaein wahin par warna hum apka show mein patta cut kardenge..😈
Rano:
Anamika: Jeet chahiye?
Rano (talking over phone): hello haan ji mama mein bas arahi hoon'bye.
Background Voice: Jeet aur Anamika ka hoga anokha ghatbandhan'kya Rano bhool payegi Jeet ko? Anamika'kal raat 8:00 baje sirf Sony par.