ASHUTOSH SAYS TO NIDHI:-
Mahekta hua jism tera gulaab jaisa hai,
neend k safar mein tu khwaab jaisa hai,
do ghoo.nt pee lene de aankhon ki mastiya,
nasha teri aankhon ka sharab ke jaam jaisa hai…
NIDHI SAYS TO ASHUTOSH:-
Mera Dil Hai Jab Tak, Aapki Justaju Hai,
Meri Zubaan Jab Tak, Aapki Guftagu Hai,
Khuda Jaane Kya Hoga Anjaam Mera,
Jahan Dekhti Hoon Aap Hi Rubaru Hote Hai…