Preeto went in and the phone rang. Preeto picked it up- hello
It was Pinky- hello Preeto
Preeto- maa han boliye
Pinky- betta meine suna ke tum pregnant ho
Preeto- ishu di ne baataya
Pinky- han... meine kuch nahi sunah. Tu kaal ke kaal hi wapas Amritsar a
Preeto- lekin maa
Pinky- kuch nahi meine Rajbeer ke pappa ne aur Ayush ne ek fesla kiya hai woh hum tumhe Amritsar mein hi baataengay.
Preeto- kyunsa fesla
Pinky- tum yaha aogi. and thats final.
Preeto- okay
Pinky- thik hai toh mein phone rakhti hon
Preeto- bye
Pinky- bye betta
Just then the doorbell rang. Preeto opened and saw Karan. Preeto- TUM
Karan- hi
Preeto came out of the house since she wanted to keep Karan away from Rajbeer's memory. Preeto- kya kam hai
Karan- tum apna phone bhol gae thi.
Preeto- phone
He showed her the phone. Preeto- o thank you
Karan- your welcome
Preeto took the phone and closed the door in his face. Karan- ajib ladki hai meine uska phone diya aur use darwasa band kiya. Hmm. Sapne mein hi ziyada polite thi.
Preeto later that day went to pay the electricity bill. In the elevator it was her and other people. Everyone left except for her and a guy which was Karan but still they didnt know. The elevator started going up and then it stopped. Preeto panicked. Then she looked around to see Karan. Preeto- tum mera picha kar rahe ho kya
Karan- no mein toh sirf apni aunty ka electricity bill pay karne aya hon.
Preeto didnt care about what he said. The lights went off too. She was panicking and she wanted Rajbeer's embrace right now. She sat on the floor and then looked in the bag for something. Karan sat on the opposite side. Karan- weyse tum saree kyun pehenti hon
Preeto- meri marzi
Karan- itna ghamand
Preeto- woh bhi meri marzi
Karan- thik hai.
Preeto finally found what she wanted. She took out her mangalsutra and held it tight. The lights came back. Karan then saw her holding a mangalsutra. Karan- yeh kiska hai.
Preeto got up and put it back in her bag again. Preeto- mera hai
Karan was hurt because he loved her. Karan gathered up the courage and finally said- i love u
Preeto- what
She got up. Karan- i love u
Preeto- dekho yeh probably ek prank hai hum toh sirf kuch ganto pehle mile the.
Karan- tum mujhe kuch ganto pehle mili thi lekin tumhara chera toh mere sapno mein pichle char maheno se hai
Preeto- kya tum pagal ho
Karan- pagal hon toh yeh dekho
He pulled out his phone and showed her the paintings of her that he had painted. Preeto- impossible. meine kisi ko permission nahi di thi meri painting baanane ki.
Karan- yeh tumhari permission se nahi hua yeh mere sapno mein hua hai. I mean mujhe toh patta bhi nahi tha ke tum real ho.
Preeto- tum... mujhse door raho
Karan- but i love u
Preeto- mein tumhe nahi jaanti
Karan- but i love u
Preeto brust out- TUMHE KYA LAGTA HAI JUST BECAUSE TUMHARI SHAKAL MERE MAARE HUA PATTI SE MILTI HAI MEIN TUMHE PYAAR KARONGI... AUR CHALO PYAAR KAR BHI LIYA LEKIN KYA TUM EK ISSI LADKI SE PYAAR KAR PAOGAY USKI KOOK MEIN EK BACHA HAI USKI PEHLE SHAADI SE!
Karan- kya
Preeto calmed down- im sorry mujhe yeh sab nahi kehna chahiye tha.
Karan- u mean ke meri shakal tumhare patti se milti hai.