Originally posted by: aleenasavera
hello, 😊
meine dekha hai last episode ... 😛
Maryam aapni mom ke kar gayi thi aur us ne kaha ke kia rishta hai tumhara zen ke saath , boyfriend hai kon hai tumhara, phir maryam chali jati hai 😡 ... Is ki waja se us ki mom ko heart attack hota hai 😭 ... Phir cham ke time Zen ka Dad us ki mom se milna chahte the to woh us ke ghar gaye aur dekha ke woh zamin par giri pari hai 😭 to woh use hospital le jate hai aur Zen ko phone kar ke bol dete hai 😕 ... Zen apne ghar Maryam ke saath tha use bohot gusa ata hai Maryam ke opar to Zen ne kaha ke agar meri mom ko kuch ho gaya to mein tumhe divorce dedon ga aur Zen yeh bhi kehta hai ke woh meri mom hai uno ne to tumhe donda hai mein to un ka apna hon 😡 ... Aur phir us ki mom ko kuch nahi hota aur sab khushi khushi rehne lagay 👏 👏 👏
thanks alot..