Kunal chopra aapse, kuch bolna hain,
Kya farak padta hain... Jo bhi siddhi ne aapke liye kiya,
kya farak padta.. aaj aapki maa zinda rahe,
kya farak padta hain .. aaj aapka nafrat ko bhi nahi, balki zindagi ko bhi badal di,
usse kya farak padta hain .. richa jaise rakshas se, aapko bachaya (rape case se).. apni jaan daav pe laga kar...
"saboot, daleel, halat pe ekeen karne ka man kaise laga?
isse badkar koi cheez hain woo bharosa... kaise bhool gaya aap??"
Siddhi ko aisee saza zaroor milna hain... is liye nahi woo aapse shaadi ki.. balki is liye aapse bahut pyaar ki
unko isse badkar saza milna hain... kyunki is liye nahi.. woo aapka ghar walon ke liye itna kuch ki thi..
balki, aapke liye itna kuch ki thi, abhi bhi kar rahi hain..
shaayad chopra pariwar isi philosophy mein ekeen karte hain ki... "jo bheet gayi, so baat gayi"