Aisa kyon hota hai jab koi naya promo aata hai hamari niden (sleep) ood jati hai?
dhak dhak dhak dhak
Aisa kyon hota hai jab friday aata hai to hamari expectation badh jati hai?
Aisa kyon hota hai jab weekend aata hai hame lagata hai ki hamari saanse ruk gayi hai?
Aisa Kyon hota hai jab koi Arshi ke bich aata hai to hame usko mar dal ne ko man karta hai ?
Aisa kyon hota hai ki bas sari duniya ko chod kar pura din IF par aur IPKKND ke episode dekhe?
Aisa kyon hota hai ki har choti chotu cheez main hum IPKKND ko dhunde ...?
Aisa kyon hota hai ki share market,,exam results se jyada hame TRP raise hone ka intezaar rehata hai ?
Arnav and Khushi bolo Asia kyon hota hai?
Arnav and Khushi : " hum batate hai Asia iss liye hota hai kyonki hamari aur all IPKKND walo ki dhadkane ...tej ho jati hai.. ek ho gay hai haaan ek ho gay hai..jo hum mehasoos karate hai woh aap sab mehsoos karte ho
Dhak dhak dhak dhak...
Rabba ve... Rabba ve... Rabba ve...
p.s. i m married ,i have 2 kids but still i proudly say tht i m in love with IPKKND and spec our hotwa