Jigyasa : Nayee style kaissi lagi, lag rahi hoon na Raveena Tandon aur........
Jigyasa : Arre apna mooh bandh karo, kahin makkhi andar na jaye,.... yahi reaction hai sabhi ka. Lagti nahi na 3 shadi shuda bachchon ki Maa
Piya : And how about me, dikhti hoon na Diya Mirza ki tarah ...... sachchi batana .....huhn
JW : Thinking still thinking, thoda aur time do na. Ok I think I need a make over too
JW : Now tell me, kya mere killer looks aur nikherte hain ya I am better of with my suits ???
JW : Mohan, Mohan, tumhe kaha tha na meri biwi ki taraf mat dekho
JW : Tumhe main aur ek baar nahi kahoonga, stop mooning over my wife
JW : Ab Pushkar ne bhi mooning shuru kiya, Bani tum bhi abhi meri tarah bird poop cream lagana shuru kar do
Mr. Dixit, yeh kaun hain ???