Posted:
just wanted to give a big tight slap to yash and also to his family.
yash to arpita ki memories se bahar nahi aata aur apni khud ki beti ki
kya halaat hai woh jaanta nahi . baar baar jab bhi aarti help karna chahti hai to
woh yeh kehta hai ki woh meri beti hai .
aur yash ki family ki toh jai ho sab ke samne aarti ko bhala bhura sunaate waqt koi uska help nahi
karta bas dekhte rehte hai. palak ,payal, ansh ke friends aur unke family ke samne hi yeh drama karte waqt family ki prestige kaha gayi hai.
jab bhi palak rudely baat karti hai toh koi kuch nahi keta.
yash to itna bhi ehsaas nahi hota hai ki woh yeh sab uski neti ke liye kar rahi hai.
p.s. did not watch full episode.
no offence to anyone.