eik insan jaab bar bar jhoot boley aur gha main us ke papa ki insult b kare y aur phir b arushi uski batoh main aaje jo b hooo last main main yeh hi dekhna chahooo ga ke pratgya hi tam tm ka game over karey instead arushi
main ne khud logh ki baat main aaj a ta houn buhat ahsani se lakin second bar or third forth bar usey chance deta houn aur sir f uski baat sunta houn aur buhat si baat aesi laghti hai ke woh ab jhot bol raha hai lakin man usey kuch nahi bolta houn soctha houn k kiya pata is main koe sharamindagee hoo aur woh khud boley ke yes main ne jhoot bola ha lakin aesa kabi nahi hota
phir last main main uske saat h baat hi kana and kar deta houn aur uski phir kisi baat par yakeen nahi karta lakin yahan arushi hai
joo ajj apni bahen par shaak kar rahi hai jaab ke uske saath pali bari hai har baat sare kee hai aur tam tam ke saath nahi
lakin arushi ko patgya ki kisi baat par yakeen nahi hai ab pphir tam tam ki baat par agaee hai jabkey usne bola tha ke woh dobara bara yahn i think kafi dafa tam tam ki baat main age hai gintee mushkil hai
aaa h chuki hai che che che
lakin pcape kafi acha tha main ne abi dekh nahi hai lakin sun kar acha lagh raha hai pratgya again enter in court like hero
like to see pratgya slap tam tam for his ill deeds
Mr. Fraudiye
Tam Tam
Acha start tha monday se friday ki episode itne tortur thee ke main yah episode ziyda dafa nahi dekh payah becoz us main tam tam pay mujhey itna gussa aa raha tha ke dekhna mere liya mushkil tha warna har episode kafi martaba dekhta Houn