Agni: What happened?
Abhay: Aap plz is stracher pe lait jayen.
Pia: Abhay wheel chair handle karna ziyada easy hai.
Abhay: Pagal ho kya? Tumhare bhai ki bones damage hain. Wheel chair pe kaise bithaogi? Legs muscles aur problem karenge.
Pia: To stracher le kar kaise jayenge? Wheel chair to phir b chupa sakte hain.
Abhay: Stracher hi better hai.
Pia: Thori taklif hogi but for this situation wheel chair best hai.
Abhay: I say stracher.
Pia: No! Only wheel chair.
Abhay: Stracher!
Pia: Wheel chair!
Abhay: Stracher, stracher and stracher.
Pia: Wheel chair, wheel...
Agni (interrupt): Tum dono main se koun batana pasand karega k ye ho kya raha hai? Meri neend kharab kardi hai tum dono ne.
Abhay: Aap so rahe the?
Agni (annoy): Nai! Dance kar raha tha.
Abhay: Oh! Thank God aap so nai rahe the.
Pia show punch to Abhay.
Agni: Everything is o.k?
Abhay: Oops! Main bhul gaya tha. Aap plz stracher pe laito, plz.
Pia: No! Wheel chair pe.
But Abhay help Agni. Agni lay on stracher.
Abhay: Pia! Wahan se pakro.
Pia: Sorry!
Abhay: Plz yaar! Dad aajayenge.
Pia quickly take her position. They leave room and move towards coridoor.
On Other Hand:
Chand felt that there is someone else except his family. He start searching. Chand came towards coridoor where AP stand.
Abhay: Oh No! Bhago.
Pia aur Abhay Sid k room ki taraf bhagne lage. Agni ko laga k earthquake aagaya ho. Abhay Pia bhagne main magan, Agni hold stracher's rod coz he move here and there. He feel that he fall down soon. Chand move towards Sid's room. Chand walk slowly coz of servants. No one knew about him. Abhay aur Pia ab Abhilasha k room ki taraf ja rahe the.
Agni: Oh God! Lagta hai meri saari bones crack hogayin.
Abhay: Nai saari nai hui thin doc ne bataya tha.
Agni: Lekin ab hogayin hain.
Pia: Kahin tumhare Dad yahan to nai aayenge?
Abhay: Shayad aarahe hain, chalo.
Abhay pull stracher.
Pia: Abhay stairs hain.
Abhay: Yehi raasta hai dusre raaste se to Dad aarahe hain.
Agni: Abhay! Jahan tak mujhe yaad hai maine tumhara kuch nai bigara, na udhar lekar bhaga. Phir kyun meri bachi kuchi bones ko aur torr rahe ho?
Abhay: Majboori hai. Pia chalo.
Abhay ne stracher ko downstairs lana shuru kiya. Full speed main bhagte hue Pia ko aisa laga k wo b gir jayegi aur Agni...??? (imagine karo k Agni stracher pe laita hua hai aur stairs ki waja se puri body jump kar rai hai.)
Abhay: Chalo wahan chalte hain.
Abhay ek room main jaldi se stracher lekar aagaya. Pia saw Agni.
Pia: Bhaiyyu! Bhaiyyu wake up. Kya hua?
Pia look so worried. Agni open his eyes. Abhay sigh.
Agni: Main abi tak zinda hun?
Pia: Kaisi baatein kar rahe hain. Aap bilkul thek hain.
Abhay stay in shocked.
Agni: Mere zinda rehne ka shock laga hai tumhe?
Abhay: Wo... ye room... Mom Dad ka hai.
Pia: What?
Abhay: Yap! Ab kya hoga?
--------------------------------------------------------------------
Sid: Main kisi ko hurt nai karna chahta Mom but...
Haseena: Kya tum kisi ko pasand karte ho?
Sid: Pasand karne ka matlab agar shaadi karna hai to nai... nai karta pasand.
Haseena: Matlab koi hai? Koun hai wo...
Sid: Wo jisne pehli nazar main deewana bana diya, jise dekh k mera dil jee utha. Mere honth muskurane lage. Mujhe sab kuch naya aur acha lagta hai us k hone se.
Haseena (smile): Hmm... To batao koun hai wo? Jisne mere bete pe jaadu kar diya.
Sid: Maithli...!
Haseena look serious now: Maithli? Jo is waqt hamare ghar main hai?
Sid: Yah Mom! I love her but i can't marry with her.
Haseena look him and suddenly she run back at home in her super sonic speed.
Sid: Mom...
But Haseena leave.
On Other Hand:
Chand came towards his room. He open door. Abhay close his eyes. Chand just enter but at that moment Haseena stop him.
Chand: Oh! Tum yahan ho.
Haseena: Aap wapis aagaye, koi problem?
Chand: Hmm! File reh gayi thi.
Haseena: Study main hogi, yahan nai hosakti.
Chand: I feel, Haseena! There is someone else.
Haseena: Abhay aur Abhilasha ghar main hain.
(Ye ishara tha k wo log normal baatein karen.)
Chand: Oh! O.k.
Haseena: Chalen aapko aapki file de dun, study main hai.
Chand: Sure!
Both leave room's door. Abhay and Pia sigh. Agni look confuse.
--------------------------------------------------------------------------
501