woh aur mai aksar tanhai mai baith karte hai,woh aur mai aksar tanhai mai baith karte hai,mai us se kehti rehti tum agar nahi hote toh kya hota, k tum nahi hote toh kya hotaa...
IFwaasi😭don't cry...i know u all are very senti😭but aaj mai!!! apke pyaare doston ke pyaar ka izhaar karne jaa rahi ho!!
IFian-😕😕
Aree koi naya expression toh do!!!
IFian-🥱😕
o terimai toh bhool hi gayi...ye pia ke questions,maan ka gussa aur CV's ke twists dekh dekh k tum logon ke chehre ka naksha hi aisa ho gaya hai!!😆
But expo change karo!Aur dhyaan do!😳
Humein ..Humein lauuv ho gaya hai!!haan lauuuvv!😃☺️☺️aur kismat toh dekho!!
tammana/truekash
prati /DonIsback
--priya--
aur sabhi If k logon ko sab ko ek se hi prem hua hai☺️toh aaj sab apna love confess kar hi do😉
aree no no its not anu kanjoos ya anmol😆bhi nahi!!chandu ya balraj bhi nahi!
woh humara pyaar hai none other than☺️ ...
priya-uff muhe sharam aa rahi hai☺️jaldi bolo
prati-meera jaldi bol na!!
tamz-*lost in dreams*(priya pushed her and she fell)
priya-uth na!pata nahi sapne mein *ahem* kya kya karti rehti hai😆
And woh hai...☺️☺️Our love...IShpamming error☺️
🤣🤣🤣.🤣🤣🤣🤣.🤣🤣🤣🤣.🤣🤣🤣🤣.
Bingo!!aur nahi toh kya😆tabhi toh dumbo har 2 post k baad aa jata hai😡😡🤣
Aur sabse jada pyaar toh yeh humari ishpamming queen tamz se karta hai😆jo uske paas baar baar aata hai!
iske toh dake bhi diwane hain😲😲😉
aur humari prati toh uske sath date pe bhi jaa chuki hai😉jo humein baad mein pata chala usne usse tang aakar eror ko kidnap kiya aur room mai band karke rakha tha taki bahar nikla kar spamming mai distrube na kare...but rahu ne darwaja khula chod diya aur wo bhag gaya 🤣🤣 aur ussi ki dastan woh batlati hai-
spamming ka message aur mai aksar tanhi mai bate karte hai, mai us se kehti rehtu tu agar tu nahi hota to kya hota... to wo jabab deta hai spamming acche se hote... 🤣
to maine use kaha abhe saale khusat itna pata hai to jata kyu nahi be 🤣🤣(har ishpammer k dil ki khwaish...ishh😆hai koi aur jisse eror baba tamz se jada milne aate hain?)