SS SOLACE TO SOUL:
Khushi came back fro airport feeling hopeless eyes puffed swollen with never ending streams of tears. As soon as she enters raizada house wiping tears and trying to hide the pain, Aakash sitting in lounge doing his work on his lappy sees her and says Bhabhi can i have a cup of tea??? payal is out with babli and maa.
Khushi: Ji abhi layi.
Aakash: Kya hua bhabhi aap bahut udaas lag rahi hain.
Khushi: Aaj aapne mujhe pehli baar bhabhi bulaya hai jija ji hame bahut acha laga(trying to hide her pain)
Aakash: Aapko pata hai aap bilkul bhai jaise hain.
Khushi: Kya?? main aur arnav ji ek jaise??!! lagta hai aapko sach mein chai ki zaroorat hai main laati hoon and heads to kitchen.
Anjali hears the conversation and says khushi bhabhi mere liye bhi chai banaiyega please.
Anjali and Aakash join khushi in the kitchen.
Anjali to lighten the mood says Aakash maana ki paayal se tum bahut pyar karte ho par iska matlab yeh thodi hai ki tum bhool jao ki aapki saali bhi bohut sundar hai. Kabhi toh nazar unki taraf badhao.
Aakash giving a faint smile says Di dheere bolo bhai ka abhi immigration hua hoga agar woh sune toh wapas aa jayenge and bolenge khushi ab tumhari bhabhi hai .(making a sad face)
Khushi:Laughs and says Ji jijaji Par aise nahi . woh mere laad governer hai
WHAT THE AAKASH ?? YEH MAT BHOOLO KI MAIN TUMHARA BHAI HOON AUR KHUSHI TUMHARI BHABHI SAMJHE TUM?????? says imitating arnav in an animated way.
AMBIENCE MALL :
PAyal is busy buying stuff for babli and suddenly her mobile rings
Caller: hello payal ?
Payal : ji boliye
Caller:can u please come to the cafe down stairs??
Payal: ji Main abhi aayi.
Payal comes to cafe and sees her mother and buaji waiting for her.
Payal surprised says :Amma aap yahan ?
kya baat hai sab theek toh hain na?
Amma: haan payalia ab tak kuch bhi theek nahi tha par ab theek karika padi.
Mean while mami and babli join payal at cafe and says humka thanda coffee chahiye aur babliya ko juice ee liye hum ihaan aaye
Par hello hai bye bye tum ihaan ka kar rahi ho paayal?
Payal: Mujhe ...
Ise maine bulaya hian manorama came a voice from distance
Mamaji:: hume aap sab ko bulane ko kaha gaya toh humne bulaya ek zaroori baat kehne.
Scene shift to RM
Anjali and Aakash sitting at the counter of kitchen enjoying their tea and khshi serving them snacks still gloomy.
ANJALI: pata hai khushiji aap aur chote jab aapke maayke gaye the hum sab itne bor ho gaye the ki hum aapko bahut yaad karte the . babli ke hote huye bhi iss ghar mein itni sannata hota tha ki humara dum ghutha tha.
Aakash:Yeh toh sach hai di.Khushi babli se bhi jyada chulbuli hain.
Aakash and Anjali in a teasing way sing a song :
tere bina jiya jaye na
tere bina jiya jaye na
tere bin bintere saajna
saans mein saans aaye naa.
And all of them laughed heartily.
Khushi making a angry face i am not remembering my laadgovernor(yaad toh unhe kiya jaata hai jinhe bhoola sakte hai aur Arnav ji toh hamari saans lene ki wajah hai)
Khushi:hum unko yun yaad karenge har waqt gussakarte hai.
Anjali is being called by nani so she goes to nani leaving behind khushi and aakash .
Aakash:Bhai aur aap kisiko bhi yeh ehsaas nahi dilate ki aap pareshaan ya dukhi ho aur shayad isi liye aap ke laad governer ne mujhse jaate wat kaha tha Meri khushi ka khayal rakhna saying that he leaves behind a shocked khushi.
Precap: Payal's Pact at the mall.
Khushi misses her laad governer
Arnav missing... missing... missing his pagal khushi of course
That's the Part 1 of my ss please give your views on them