- jab anant aur navya picnic se wapas aa rahe thy tu anant navya ko ignore kar raha tha jab navya ghar puhche tu anant ki call aa gaye usi aur next din phr usko ignore karta he.
- Navya ne jo saree khareedi thee wo sari kiher he?
- buadadi navya se pooja karwati he anant ke liye us main phoolun main aag lagne wala scene jo fail hua wo Navya ko kese pata chala aur ye bhe ke us plan main rama bhe he Kese pata chala navya ko?
- ye scene mujhe aaj tak samajh nae aye