Originally posted by: Samdhan_Albeli
Humare inka bhi to account ek baar BAN hua tha tumhari aankho ke samne ..Wo bhi bewajah ...Khair jo bhi ho ..Humari betiyo ka = Choco aur Shayari farz tha ki dusri ID bana kar aa jayee ... Par wo bhi tum jaisi thaheri ,,Tum jyada padhai kar ke kam umra me hi baheki baheki baate karne lagi ho 😆Aur wo do hai ke Biru Biru ki maala jap jap ke jogan bani baithi hai ... Fir budhe uncle jiye ya mare unhe us se koi matlab nahi hai ...
aur aap?🤢aap buddho se pyaar kar kar ke...khudh ek koosat budhhi ho gaye hai😆