though mujhe yahan koi khushi di ke ilava koi janta nhi h!but phirr bhi main aapni tang(leg) ghusane a gyi hoon!
kya karun beshram bachha hoon na!
first of all -happy b'day charu di!
aap mujhe jante nhi ho, i noe.
but phirr wishes tho free ki h na!
le lijiye!😳
aur usko badle ek toffe bhi dedena mujhe okaay!😆
voh jo abhi maine bola tha na , free ka h, voh main vapas leti hoon!😳
khushi di ka javaab nhi...
actually unke JALEBI brain ka javaab nhi...
ek dum jantar mantar brain paya h!
poora puzzle!
pata nhi, kahan se kya kya utha liya...
kabhi cmg, khichdi, sarabhai...last main PARAS bhi aaya tha!
mera fav part tha, nhi fav's the(plaural!)
Dhanu " tum jante ho hum kaun hai...hum magadh pati dhananand hai "
Hansa " to main bhi apne praful ki hansa hu "
Himanshu " aye badi behan...ye raja raja khelne ko keh rahe hai lagta hai ..."
Hansa " acha..."🤣
kya tha yeh! kabhi kabhi di aap bhi na, ekdum meri tarah behave karti ho!.kya hoga aapka, n evn mera...
Rosesh " mommaaa maine ek poetry likhi"
Maya " oh my baby..."
Rosesh " katarkhun khatarkhun khatarkhun ...candles bhuja do ab tum ab tum khatarkhun khatarkhun khatarkhun cake cat lo jaldi tum jaldi tum "
Maya " bravo..."
katarkhnae khatarkhane...tote uda diye aapne...
khatarkhane khatarkhane...ab chidiya bhu uda do!👏
aha! kya likha h maine!...just abhi rosesh se inspire hoi hoon!...ekdum latest!
samajh nhi aaya!...mujhe bhi nhi aaya!, kya h na!, ek asli poet ko nhi pata hota ki voh kya likh raha h!😳
" Dhananand...(loud shout)"
O h my acharya actually brake his concentration with all such nonsence..."
Dhanu " amatya ye khuli shikha wala phir se humpe chillaya...hum nahi khelte jao "
dhanu ki poapt ho gyi!!!🤣
sooperbo tha, maaza aa gaya, by god...
chaa gaye di aap.
thnx for such a entertaining piece of writing...😳...🤣
loved it.🤗