Navya: anant! Ek baat puchu...
Anant: mujhse permission keu mang rahi hoo...pucho na..
Navya: tumhara jindegi ka happiest din koncha hai???
Anant: abhi tak aya nahi...
Navya: kya?? Toh kab ayega???
(..anant put his hands softly on navya's cheek..)
Anant: woh din...jab mei hamara ghar k darwaja peh knock kar k pehlehi tum darwaja khol dogi. Aur muskurake mere baho mei aajaougi. Aur woh ghar hoga...jannat peh...
Navya's eye fills with tears. Aur kaha...
..woh sref tumhara nahi meri v sabce khusi k din hogi...