Sajjan:mujhey paheley hi shakti ka barey main maknu singh ne bataya tha ke shaktiya ne mujhey marney ka kaha tha aur ransom deney main shaktiya ne inkar kiya tha woh toh baba uski beti lay aya aur phir jaab baba ne uski beti ko chora tho us ki eikluti beti thi sunari us ne maknu singh se kaha ke krishna ne us se maafi mangee hai aur mujhey apni bahen banya hai app krishna ke baujee ko chor dooo aur main wapis aa gaya krishna ne dushman ki beti se maafi mangeee aur maknu ne kaha k shakti mera saab se bara dushman hai lakin main ne yakeen nahee kiya
professer saaab ajj mujhey shaktiya kaheta hai ke main ne use pyar nahi kiya jaaab ke main doono se barabar pyar karta tha aur waseet main b main haveli krishna ko aur sarri zameen aur thekey shaktiya ko dena cha raha tha aur mena ne us pay coffe gera de aur mujhey b samjh main nahee ayya aur main ne usey kuch nahee kaha main ne socha krishna toh kabi zameen pay nahee gaya aur na hi thekoo pay krish na ko toh malum b nahee hoga ke sajjan ki kitne zameen hai main ney soch k krishna haveli main saab ko eik saaath rakhey ga aur us ke paas us ka apna hotel b hai aur shakti zammen aur thekhoo ka kaam hi karey ga aur main shaktiya ko uske ghalat kammo ki wajja se mara karta tha juwa woh khelta paisey woh kharab karta mujre woh sunta krishna ne hamesha mujh se ager money liyeh toh use y udhar kahey kar liya aur wapis b kiya us ne
shakti ne mujh se meri taqaat krishna ko paheley trap kiya aur usey pata tha main usey choraney k liyeh kisi b jaga thubprint lagaoo ga
shakti ko yeh samjh kioun nahee aaya ke mere baad shakti aur krishna hi meri dulat ke malik hain pata nahee us ne aesa kiya merey sath aur main us pay shaak nahee kar paya ...
Profeeser:dil chota maat karey thakur saab apke paas krishna jaisa beta hai aur woh ap ko saab wapis dela de ga :