MJHT FF Love and Hatred part 22 a,b,c updated pg 69 - Page 24

Created

Last reply

Replies

348

Views

69.3k

Users

43

Likes

1.5k

Frequent Posters

Shafy_Kaira_MN thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
loved the second part..
specially there romantic dinner...

parul_bansal thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago
nic part..
thanks 4 the pm
may god bless u
Glowing_Star thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 13 years ago
nyc one..liked it👏
gopi06 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
lovely updt
thanks for the pm
SujaLuvsMayur thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
very nice update

loved their romantic dinner.

precap sounds lil bad ... ye adhiraj ka problem kya hai???

continue soon

thanks for the pm.
dynamic_doll thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
superb update dear!
thanx for the pm 😊
SHILPA-CUTE thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago
greats parts dear ...
thanks for the pm ...
Faria. thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 13 years ago
both parts were extremely beautiful

hehehehe loved y cute mayur
but precap was not good. pher se kya hogaye...
--unknown-- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
Sajan honeymoon
sam notices that gunjan was uncomfortable during the whole dinner. After dinner they reach room
s-kya baat hain gunjan are you fine dinner se dekh raha hun tumhare smile main kuch missing hain suprise pasand nahin aaya kya
g-nahin toh woh thoda sar dard tha(to herself)ab main tumhein kaise samjao mujhe aise dresses baahar pehenna pasand nahin hain
s-tabiyet kharab hain pehle bol sakti thi na tum rest karo main tumhare liye tablet laata hun
g-iski koi zaroorat nahin hain
s-bilkul chup main tablet lekar aata hun tum rest karo
he brings tablet for her and she sleeps safely in his secured arms.he was playing with her hairs and staring at her
in the morning she wakes up and finds him staring at her with love
s-ab tumhari tabiyet kaisi hain
g-tik hun
she goes and gets fresh he falls asleep becoz of tiredness she comes amd wakes him up
s-thodi der sone dona
g-kitni der sooge hum yehaan sone thodi aaye hain sam uto hum aaj boating pe chalenge
s-lekin
g-lekin vekin kuch nahin uto
they go for boating after breakfast
he was full tired was unable to enjoy boating but covers his tiredness for her happiness she rests head on his shoulder and enjoys the boating
g-mujhe boating bahut pasand hain woh bhi tumhare saath aur pasand hain yeh sab kitna sundar hain na i love this place
she was blabbering he was silent
g-kya hua tum kuch bol kyun nahin rahe tumhein yeh pasand nahin aaya kya
s-main yeh dekh raha hun ki meri biwi kitna bolti hain main toh bas tumhare chup rehne ka wait kar raha hun
she hits him he smiles and gets her closer kissing her forehead
they reach room after full day roaming they were having dinner he was not feeling like to eat he eats half food and goes to bed
g-tum itni jaldi so rahe ho thodi der balcony main bait kar baatein karenge
s-kal karenge na
g-nahin abhi
he knows she wont listen so they sit in balcony and chat for sometime later they go to sleep in the night he starts shiverimg due to high fever she was worried she was unable to understand what to do she thought to give tablets but at the time all pharmacies were closed
g-maa isiliye hamesha tablets apne saath lekar jaati hain aur main kitni reckless hun ab kya karun subah tak kuch nahin kar sakti
she suddenly thinks of calling home
g-ab maa ko call karoongi toh gussa karegi
she calls shoba but she doesnt lift phone she then calls nupur
n-di ka phone is waqt
she lifts the phone
n-hello
g-nupsi mujhe teri help chahiye sam ki tabiyet bahut kharab hain mujhe samaj nahin aaraha kya karun
n-aap doctor hoke mujhse pooch rahi hain usdin maine kahaan tha tablets lejaane ke liye par aapne mana kardiya aap kabhi meri koi baat nahin sunti
g-tujhe :eri help karni hain toh kar warma main phone rakti hun
n-acha baba sorry maine aapke purse main tablets rakh diye hain jeeju ko dedena aur paani main kapda duboker sar pe daalne se bimaar jaldi kam hoga
g-thanks tune aaj mujhe bacha liya main tujse baad main baat karoongi bye
n-mujhe pata hain aap phir call nahin karegi waise apne aur jeeju ka khayal rakhna gudnight
she cuts the phone
m-iswaqt kiska call hain
n-adhi ka
m-nupur please
n-di ka phone hain jeeju ki tabiyet kharaab hain isiliye call kiya
m-jab tabiyet kharaab hain tab hi tumhari di ko tumhari yaad aayi birday ko bhi call nahin kiya
n-di honeymoon pe gayi hain toh honeymoon chodke mujhe kyun call karegi waise maine bhi toh unhein kabhi call nahin kiya di ko maa ko call karne ki aadat hain main unke paas hi hun toh mujhe call karne ki aadat nahin hain iska matlab yeh nahin woh mujhse pyar nahin karti bas di thodi careless hain aur jab mujhe problem nahin hain toh tum kyun beech main aarahe ho waise bhi jab maine kahaan jeeju ki tabiyet tik nahin hain uske baare main nahin poocha kaise bhai ho tum tum mere di se bhi careless ho
m-tumse baat karna impossible hain waise bhai kaisa hain
n-kal subah khud call karke poocho gudnight
gunjan puts tablet and takes care of him whole night in the morning he opens his eyes she feels relaxed
g-ab tum teek ho
s-haan sorry tumhein meri wajah se jaagna pada
g-sam its my responsibility
s-ok tum bhi thodi der rest karlo raat bar nahin soyi taki hui lag rahi ho
she sleeps hugging him
mayu calls sam
m-bhai ab aapki tabiyet kaisi hain
s-tujhe kaise pata meri tabiyet kharaab hain
m-raat ko bhabhi ne nupur ko call kiya tha nupur ne mujhse kahaan ki aapki tabiyet kharaab hain
s-ab main teek hun par tune mujhe call kiya great warna main call karun toh bhi phone nahin utata aur aaj kya baat hain sab teek toh hain na
m-sab teek hain mujhe aapki fikar ho rahi thi isiliye call kiya bye aur haan apna khayal rakhna
mayu cuts phone sam smiles to himself
s-apna khayal rakhna mayu aur centi pata nahin aaj suraj kahaan se nikla hain warna mayu ka call kaafi namumkin hain
he suddenly sees gunjan sleeping peacefully
s-yeh ladki bhi na itni si baat pe sabko call karne ki kya zaroorat thi
he removes hair on her face and softly kisses her forehead then takes her in his secure arms hugging her tighter and sleeps peacefully
Edited by --unknown-- - 13 years ago

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: sakshi5050

9 months ago

Ranveer's unsaid feelings #14 updated Episode 1013 page no 26 Ranveer's unsaid feelings #14 updated Episode 1013 page no 26

Welcome to the new thread of Ranveer's unsaid feelings. Keep enjoying the world of Ishveer. Their unconditional Love, their friendship, their...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Rizz-ington

1 years ago

⭐Back⭐ Arhi FF | Iss Darr Ko Kya Naam Doon: Chapter 3 - Part 3/3

A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: abavi

4 years ago

Arhi FF: Destiny Games T6 (Chapter 23.2 Updated 3rd Mar 2025)

From the author's desk : Welcome to thread 6! I started to write this story years ago when the show was live and now when I look back on what...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: desidillse

11 months ago

RiKara SS : Safed (chapter 7 updated)

[NOCOPY] Hello readers! I am Aditi, I have been writing stories here but this is my first short story on RiKara. Alike, you all have been...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: desidillse

6 months ago

NehTaj SS ~ Written In The Stars (chapter 3 updated) NehTaj SS ~ Written In The Stars (chapter 3 updated)

[NOCOPY] Cover credits to Shibani aka oh_nakhrewaali P R O L O G U E The whole house was decorated like a bride. The lights were shimmering,...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".