What Kripa Feels for Andag. This is from Dola re Dola form Devdas. I don't know the entire lyrics but here are a few words from differnt parts of the song:
"Maate ki bindiya main woh he,
Palko ki nindiya main woh he.
Tere to tanman main woh he,
Tere be dirkan main woh he
(Don't know if I should have put meri instead of tere since it would only be Kripa, not two people singing)? 😕
Choori ki chan chan main woh he,
Kangan ki kan kan main woh he.
Tum ne mujko duniya dedi,
Mujko apne woh ghushiya dedi.
Unse kabi na hona door,
Ha, maang me barlena sindoor" (He did that already) 😉
Since Ekta likes golden oldies how about the Late, great Rafi saab's song:
Jo wada kiya woh nibana parega
Roke zamana chahe, Roke Ghudahi tumko aana parege
Jo wada kiya woh nibana parega
Taresti nigahone awaz di he,
Muhabbat ki raho ne awaz di he
Jaane hayaa, jaane adaa,
Chora tarsana tumko aana parega
Jo wada kiya woh nibana parega
Ye maana hum ne jaa se jaana parega
Par yeh samajlo tumne, jab be pukara humko aana parega
Jo wada kiya woh nibana parega
Hum apne wafa pe na ilzaam lenge
Tum he dil diya he, tumne jaa bhi denge
Jab ishq paa sauda kiya, par pir kya gabrana hum ko aana parega
Jo wada kiya woh nibana parega
Chamakte he jab thak ye chaan aur tare,
Na tutenge ab ehdo(?) pehma humare
Ek doosra, jab de sada ho ke diwana hum ko aana perega
Jo wada kiya woh nibana parega
Nibana parega.
What do u guys think?