NOTE PLEASE
Must read the whole thing. Or else, you may not undestand some things in the next update, bcuz they are based on this update. Its not so Boring!! Its funny too!
The kids went back home.. it was now noon and Chandragupt was very very bored... Usne Chanakya ko bhi aaj-kal ke logon ka rehna ka tarika bataya... Chanakya was impressed! Near-by was a garden so Chanakya went there. Chandragupt didn't want to go though he was too bored...
Chandu-Kya karun... kal to kam par chala jaunga parantu abhi to kuch karna padega na.. TV dekhta hun! Pata nahi kyun, mujhe sirf yahi karne ka man kar raha hai jabki aisa nahi hona chahiye!!!
[Friends, I've again added ur fav. part here... Chikni Chameli!! Aur kuch dimaal mein aaya nahi... hope you don't mind..š³]
Chandu switched on the television and Chikni Chameli again on some music channel!!! Bechare ki halat kharab ho gayi!
Wo shock mein sofa par gir gaya!š
Chandu-Ye hai wo gana... He Bhagvan!
Chanakya came back-Are... dwar to band hai, ye log kaise abhas karate hain, ko wo aaye hain ghar par..???... han!! Door Bell! Bajata hun!
The bell rang
Chandu-Acharya aa gaye honge!! He qiuckly changed the channel, but he was still sweating and in a shock. He opened the door and-
Chanakya-Kya hua Chandragupt? Bade pareshan lag rahe ho? Chehre ka rang kyun uda hua hai?
Chandu-K.ku..kuch nahi! Kuch bhi to nahi hua Acharya!! Dekho main kitna khush hun!
Chanakya-Theek hai.. Abhi kya kar rahe ho tum?
Chandu-TV dekh raha hun.
Chanakya-Ye sab kaam kyun kar rahe ho?! Kuch socha hai ki apna lakshya kaise prapt karoge? Jaise us samay tumhe Dhananand ko parast karne ke liye ek sena ki aavashyakta thi, is baar tumhe sirf dhan ki nahi, janata ke saath ki zarurat hai.
Chandu-Acharya... main kuch..
Chanakya-Dekho Chandragupt. Us samaye, Ahiriya aur uske saath rehne wale wanwasiyon ke dil mein jaise tumne apni jagah banayi, waise hi tumhe is baar garib janata ke dil mein jagah banani hai. Parantu apne dil mein ye swarth mat rakhna ki isse tumhe inka saath milega, par ye soch kar unki sahayata karna ki inhe tumhari aavashyakta hai. Tum zaruratmandon ki shayata kar rahe ho. Unke chehre par ek muskan la rahe ho.
Chandu-Haan Acharya, parantu ye sab kyun? Mera matlab hai, isse kya hoga?
Chanakya- Chandragupt, ye ek naya samaye hai. Yahan purane raja ko mar kar phir khud raja nahi ban sakte. Bharat ab ek loktantrik desh hai. Ab, yahan rajaon ki bajaye, pradhan mantri, adhyaksh desh ko chalate hain. Ye pad paane ke liye bhi saalon mahnat karni padti hai. Pehle chote chote gaon ke panchayat se shuruat karte hain log, phir shaher ya rajya tak pahunchte hain. Phir zaruri nahi hai ke wo pradhan mantri ban jaayen desh ke. Aur ek chota pad hasil karne ke liye bahaut parishram karna padta hai.
Chandu-To main kya kar sakta hun Acharya?
Chanakya-Tum saal-do saal logon ki sahayata karte raho. Dheere dheere alag alag jagaon ki takat apne haanthon mein lo. Logon ke dilon mein apni jagah banao ki ve tumhe hi apne neta mane aur banaye.
Chandu-Jee Acharya! He took that Ashirvad de pose!
Chanakya-Abhi to tum TV dekhne ki bajaye kal ki taiyari karo! Kaam par jaana hai na!
Chandu-Jee acharya!š
Next Day morning, he got ready.. went for work.. got a advance and many many things but he was confused.
Chandu-Aapko mere baare mein kaise pata chala?
Boss- Mujhe pata hai ki tumhare dimaak ka asal Ques. kya hai. Bas ye samajhlo ki Bhagvan ne apni mahima dikhayi, aur tumhare liye mujhe pehle hi yahan bhej diya!
ChanduSmiled. Didn't understand much, but knew, it was God's help.
May be God had already planned this new journey for Chandu, before he requested him to go down to Earth, because he, being the God, had already seen the future. Thats why, Chandu's boss said so... [Understood na?? Mujhse iske bare mein zyada sawal mat karna!š]
Boss-Main tumhe Veer hi bulaunga. Achcha suno. Tumhara kaam hi kuch aisa hai ki tumhe hafte mein ek baar set[CGM show set] par jaana padega. Tum aaj bhi chale hi jaao.
Chandu-Yes Sir.
Boss-Office ki special car tumhe wahan chod diya karegi.
Chandu-Dhanyavad. Aapka upkar main nahi bhoolunga.
Boss-Are Bhai! Mujhse shuddha Hindi mein baat mat karo. Maana ki tum Chandragupt Maurya ho jo B.C ka hai, but you should now talk in half hindi and English dude!! Jismein sab baat karhe hain!
Chandu-hehehehe!š Ok!!
He went on the sets of CGM and-
Rushi-Hello Chandu bhaiyya!! Aap yahan?
Ashika was on the set of her show, but Nitin was here
Nitin-Aap!
Chandu-Haan bachchon!!Ab main week mein ek baar to tumhari shoting dekhne aaunga hi!
Nitin-Wow!!
Rushi-Aapko pata hai aapka chehra kisse milta hai??
Chandu-Kisse?
Rushi-Ashish Sharma se!! Wo pehle ek Gangster bankar aate the ek show par! Ab wo bada Chandragupt bankar aayenge! Aapki copy hain wo! No difference at all! Im very sure abt it. No diffe.
Chandu-OMG!!
Nitin-Aapko ek bahaut hi special person se milwana hai! Is show de Dhana se! Miloge?
Chandu-Haan Ofcourse!!!
~~~~~~~~~~~Paath 7 Samapt hua.~~~~~~~~~~~
~~~~~~Aathwe ke prateeksha keejiye!~~~~~~