Pyar ka Mausam hai aaya, kuch sher, kuch naghme sath laya...aao kuch karen hum tum shayari..kuch kahen kuch sune baari baari..😛
Agar woh peechhe mudkar muskaraaye na hote,
Unke jaane Ke baad yeh dil rota hai,
Kash woh Zindagi main Kabhi aaye na hote...
toh batao aankhon ka kya kasoor.
Har pal mahsoos ho jo unki khushboo toh,
saanson ka kya kasoor,
Waise toh har khwaab pooch ke nahi aate,
magar har roz unka khwaab aaye,
toh raaton ka kya kasoor...


Jo na chaaha tha woh takdeer si ban gayi,
Humne to chalaayi thi ret pe ungli,
Gaur se dekha to unki tasveer si ban gayi..
2...Raat ko Raat ka tohfa nahi dete,
Dil ko jazbaat ka tohfa nahi dete,
Hum to tumhe chaand bhi de dete,
Magar chaand ko chaand ka tohfa nahi dete. 😉
Jitna aap samet paaye, utna aap humein chahte hai
Aur jitna na samet paye, utna hum aap ko chahte hai...

jo sirf tumhare naam se dhadkta hai,
jitna door rehna chahein tumse,
utna hi tumse milne ko tadapta hai...
Dharkan mein basaalo mujh ko ki Tanha hoon main...
Tum nahi to jahan main kuch bhi nahi...
Mujh mein samaa jao ki tanha hoon main... 😊
