Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 19 Aug 2025 EDT
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 20 Aug 2025 EDT
DAHII HANDI 19.8
Shradhanjali to Mr Anshuman Raizada
Disaster Monday: War 2 falls 75% to Rs. 6 cr, shows cancelled
Back to the pavilion when??
Did i heard right ???????
IMMORAL CRINGE 20.8
Faissal Khan's Shocking Revelations
KJO To Return In 2026 With Classic Hindi Cinema
Aishwarya Rai Bachchan in a new advertisement for #Loreal
I find it unprofessional
Rashmika Mandanna & Vijay Devarakonda India Day New York parade
So the roles are officially switched…
loved the way..nupur conveyed her fear to mayank...
🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳🥳
Finally I am back very soon but unexpected
But dont expect me to update my ffs now i need time I will update soon
till then
Bye🥺
part 8
Bauji sees sam with gunjan and comes to know about there relation. He calls nupur and talks to her
B-nupur yeh sab ho kya raha hain tum dono wahaan padai karene gaye the ya phir ye sab karne mujhe lagaa meri betiyan meri guruur hain who dono koi bhi aisa kaam nahin karenge jo mujhe badnaami de lekin main galat tha meri parvarish galat hain
N-bauji aap yeh kya keh rahe hain humne toh pyar kiya hain bauji who kab kaise hua humein hi nahin pata par bauji hamaara iraada aapko takleef pahunchane ka nahin tha hum koi bhi aisa kaam nahin karenge jo aapko bura lage maine shaadhi bhi aapke marzi se hi ki thi agar aap nahin maante toh main kabhi shaadhi hi nahin kartai
B-maine shaadhi ke liye haan kahaan sirf teri khushi ke liye ab gunjan kie liye bhi haan kahoonga par kya who ladka apne rishtey ke baare main serious hain main nahin chahta beta koi tum dono ke zindagi ke saath khele tum dono ke liye hi main jee raha hun agar tum dono ko kuch bhi hua na main marjaonga
N-bauji aap bewajah darr rahe hain sam gunjan se bahut pyar karta hain who gunjan ke liye kuch bhi karega
Bauji demands for engagement but sam was against marriage which breaks gunjan
B-maine kahaan tha na ye ladkiyon ko pyar ke baare main waade bahut karte hain par jab nibhaneki baari aati hain asli chehra saamne aata hain
Sam was not in a mood to listen to anyone
Mayur in room
N-mujhe sam se yeh umeed nahin thi jab relation nibhane ka waqt aaya peeche hat gaya
M-warna kya karta meri tarah khud ka bhali chadata
N-tum kehna kya chahte ho
M-tumhare bauji ko koi kaam nahin hain kya jo bhi unki beti se pyar karta hain use unke har baat ko maanna hota hain tum ladkiyon se pyar karna hamaaara bura waqt hain pehle tumhare assistants bante hain phir tumhare gharwaalo ke haat main khatputli ban jaate hain humein wohi karna hota hain jo tum log chahte ho warna hum villian ban jaate haintum logo ke liye pyar se jyada security chahiye
N-mayank stop it please aise baat karke hamaare rishtey ka mazak mat udao bauji ne usdin sab ke saamne mujhe sharmindagi se bachaane ke liye shaadhi ke liye force kiya warna who itni jaldi kabhi shaadhi nahin karte galti meri thi bauji ki nahin
M-tumne tik kahaan galti unki nahin tumhari hain tumhein hamaare rishtey par barosa nahin hain isiliye toh hamesha mujhse ladte ho maine tumse pyar kiya par tumhare liye pyar se jyada commitment zaroori tha tumhein apnee relation ki security chahiye thi galti meri hi thi jo maine tumse shaadhi ki pyar kiya
N-mayank please aur nahin main toh darr rahi thi kahi tum mujhe chodke na jaoisiliye tumse ladti hun mujhe tumhara saath chahiye har pal main tumhare bina kuch nahin hun
M-darr wohi hota hain jahaan barosa nahin hota tumne pyar toh kiya par kabhi mujh par barosa nahin kiya
He leaves room she falls on bed
N-mayank main tumhein apna sab kuch samajti hun tumhein meri takleef kaise samjao main bahut baar tumhein ko chuki hun main jaanthi hun hamaaara rishta kitna nazuk hain mayank tum meri zindagi ho kaash tum yeh baat samaj paate hamaaare soch kuch bhi ek jaisa nahin hain tum hamesha hi aise mud mod kar chale jaate ho ek baar bhi nahin samajte ki insab ka mujh par kya asar ho raha hain I am sorry mayank maine tumhein bahut takleef dhi tumhare saare pareshaniyo ki jad main hun ab se meri wajah se tumhein koi takleef nahin dungi tumhein distance chahiye na who main dungi bas ek baaar hum waapas chale jaaye
Mayanksees sam on terrace
M-tum yehaan kya kar rahe ho
S-yeh question mujhe tumse karna chahiye kahin mera gussa nupur ne tum par toh nahin nikaala
M-sam please yeh sab nahin thodi der normally baat karenge
S-ab hamaari life normal kahaan rehi hamaari life kitna rocking thi par ab dekho kya kuch ho raha hain isiliye yeh pyar vyar ke chakkar se dur rehna tik hain
M-sam tumse kabhi gunjan ne kisi heez ke liye force nahin kiya usne hamesha tumhara sath diya bina kisi expectations ke aaj who tumhein kuch maang rahi hain tum who bhi nahin de paa rahe ho
They chat for sometime and atlast sam agrees for engagement bauji talks to sam parents they say they were unable to come India right know bauji can performsajan sagai in there absence
It was karwachauth and sagai at same time mayank was still angry at her and nupur comes to know that he convinced sam for engagement she wanted to say thanks but he was not in mood to listen
All were ready gunur were looking gorgeous
Gunjan was very happy with sagai
G-sam aaj main bahut khush hoon aaj ke baad humein koi alag nahin karsakta
S-tum bhi kitni stupid ho insab baaton ko maanti ho saath rehne ke liye pyar ki zaroorat hain yeh sab sirf dikhawa hain main in sab baaton ko nahin maanta main tumse bahut pyar karta hun aur chahe yeh sagai ho na ho main tumse kabhi dur nahin jaonga naahin tumhein jaan dunga
G-sam agar tumhein shaadhi se itna hi problem hain toh sagai ke liye haan kyun ki
S-kyunki main tumhari khushi ke liye kuch bhi kar sakta hun
G-tum is rishtey ki ehmiat ek na ek din zaroor samjoge
S-mera dimaag abhi tik hain aur hamesha rahega
They call sajan for sagai ceremony sajan exchange rings
Gunjan was dancing with group
Bole chudiyan, bole kangna
Haai main ho gayi teri saajna
Tere bin jiyo naiyo lag da main te margaiya
(Le jaa le jaa, dil le jaa le jaa
Le jaa le jaa, soniye le jaa le jaa) - 2
Aah aah aah aah, aah aah aah
Sam with group
(Bole chudiyan, bole kangna
Haai main ho gayi teri saajna) - 2
Tere bin jiyo naiyo lag da main te margaiya
Le jaa le jaa, soniye le jaa le jaa
Dil le jaa le jaa, ho
Sajan dance together
Bole chudiyan, bole kangna
Haai main ho gaya tera saajna
Tere bin jiyo naiyo lag da main te marjaawa
Le jaa le jaa, soniye le jaa le jaa
Dil le jaa le jaa, ho
Haai haai main marjaawa marjaawa tere bin
Ab to meri raatein kat ti taare gin gin
Bas tujhko pukaara kare, meri bindiya ishaara kare
Hoye, lashkaara lashkaara teri bindiya ka lashkaara
Aise chamke jaise chamke chaand ke paas sitaara
Nupur comes from back with diyas in hand and stand in front of mayank asking him to forgive her
Oh oh, oh oh oh, oh oh oh oh oh
Meri paayal bulaaye tujhe, jo roothe manaaye tujhe
O sajan ji, haan sajan ji
Kuch socho, kuch samjho meri baat ko
Mayu dances in front of her
Bole chudiyan, bole kangna
Haai main ho gaya tera saajna
Tere bin jiyo naiyo lag da main te marjaawa
Le jaa le jaa, soniye le jaa le jaa
Dil le jaa le jaa, ho
Nupurs first karwachauth after marriage he puts sidoor in her maang karwachauth rituals were performed
Apni maang suhaagan ho, sang hameshaa saajan ho
Gunjan was adoring sam
Aake meri duniya mein vaapas na jaana
Sehra baandhke maahi tu mere ghar aana
Mayu dances with nupur
Oye soni kitti soni aaj tu lagdi ve
Bas mere saath yeh jodi teri sajdi ve
Mayank sings
Roop aisa suhaana tera,
Benji joins mayu gives sadu look to him
chaand bhi hai deewana tera
nupur dances with group
Jaa re jaa oh jhoothe teri galla hum na maane
Kyoon taarife karta hai tu humko sab kuch jaane
sajan and mayur dance together
Bole chudiyan, bole kangna
Haai main ho gaya tera saajna
Tere bin jiyo naiyo lag da main te margaiya
Le jaa le jaa, soniye le jaa le jaa
Dil le jaa le jaa, ho
Le jaa le jaa, soniye le jaa le jaa
Dil le jaa le jaa, ho
Aaja heeriye
Oh, jaa jaa ranjhna
Aaja heeriye
Jaa jaa ranjhna
in the last sayank lift gunur in arms
(Le jaa le jaa, dil le jaa le jaa
Le jaa le jaa, soniye le jaa le jaa) - 2
Aa aa aa aa aa aa, kabhi khushi kabhi gham
Na judaa honge hum, kabhi khushi kabhi gham
in the night in room
N-mayank aaj bahut tak gayi hun subha se bukha reh kar chakkar aaraha hain
M-tumhein buka rehne ki kya zaroorat thi
N-tum nahin jaante maine vrat tumhare liye rakha hain taaki tum hamesha khush raho hum hamesha saath rahenge
M-tumhare buke rehne se mere khushi ka kya connection hain
N-kya matlab sab maante hain sach hi hoga na
M-kya sach hoga nupur main nahin chahta mere wajah se kisi ko takleeef ho tumhein bhi
N-mayank main tumhari wife hun main tumhare liye vrat nahin rakhoongi toh kaun rakhega
M-wife hun toh nupur main insab cheezon ko nahin maanta yeh sab sirf kisine kahaan aur sab aankhen band kar ke maan rahe hain
N-kuch toh sachai hogi isiliye toh sab maan rahe hain
M-tumhare paas proof hain is baat ka nupur please instupid baaton ko chodo aur sojao mujhe bahut neend aarahi hain main tumse phirse ladna nahin chahta
Gunur in night were thinking about sayanks behaviour why they were so irrtated with marriage they were unable to understand they should stay happy for their relation with sayank or were they forcing sayank for all hias is everything fine or they are feeling everything is fine whole night they were lost in thoughts
Sayank who are complaining are unaware of truth what they have got
Siggi by Sandhya (@sevenstreaks) (P.S this was my pitching picture to the production houses - which Sandy had done for me a couple of years...
One of my entries for Love-O-Rama Pyaar Ka Trope Fest Storyline: Second Chance Romance Setting: Road Trip Character: Naina Bunny from YJHD Cover...
The days of friendship and love3 Part 1 The pairs Paras-Sana and Karan Kundra-Shraddha are chosen according to the votes of the readers. I...
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
COVER BY AISHWARYA (Mystic_Muse) SUMMARY Suzanne Miller , an Indian Origin Canadian Citizen adopted by the Miller family, who goes on a quest to...
193