Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 11 Aug 2025 EDT
DANCE PRACTICE 12.8
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai August 12, 2025 Episode Discussion Thread
MEIN AKELA HOON 11.8
BALH Naya Season EDT Week # 9: Aug 11 - Aug 15
Param Sundari trailer out now
Kiara Advani's bikini scene cut from WAR2
Anupamaa 12 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Kiara advani hairy face!!!
Anupama fails to make Rahi Apologise
Jaya Bachchan loses her cool againnn
War 2 -Movie Reviews & BO Discussion
Is Nikkeji a negative character or positive? Genuine question
This SONG will Dethrone Saiyaara Title Track Buzz
Opinion on New Kids of Virani
My Box Office Predictions for War 2
Kareena home workout routine!!!
Ranbir and Alia’s sick love!!!
Kangu Blasts Jaya Bachchan
19 years of KANK.
amazing update...
awesumesttt update
part 7
Nupur wakes up and gets fresh she comes out and suddenly sees bed from mirror
N-itni jaldi ut gaya ajeeb hain
She goes down
Shilpa- mayu kahaan hain
N-(to herself)-upar bhi nahin naahin neeche kahaan gaya hoga
Shilpa-kya hua
N-main dekh kar aati hun
She finds him sleeping in balcony hiding face in his palms she wakes him up
His eyes were red clearly showing he didn't had proper sleep she feels sad for him
N-tum yehaan kyun soye ho bed pe so jao
He gets up but catches his head
M-mujhe tumhari advice ki zaroorat nahin hain
N-mujjhse ladai baad main karna pehle apni haalat dekho bina muh khole chalo mere saath aur bed pe sojao
His head was not in his hand so he feels its better to sleep
She brings oil to apply on his head
M-mere baalo ko chuna bhi mat
N-jyada bak bak kiya na oil sar ki jagah muh main daloongi so acha yehi hoga apna muh aur aankhen dono band karo
He keeps quiet and closes his eyes
Because of massage he sleeps peacefully hugging her lap she smiles it relieves her she can understand his situation just wanted to help him
She goes down
Shilpa-mayu kahaan hain
N-mom woh so gaye actually kal kuch important kaam ki wajah se saari raat jaag rahe the
Shilpa-yeh ladka bhi na jab deko kam main use dekhti hun tu dad ke saath chale jaana
N-main akeli chali jaongi bewajah dad ko problem hogi
Shashank-tum akeli nahin jaogi beta
She has no other option going with him in car she was silent
Shashank-aaj aapka maun vrat hain
N-ji nahin dad
Shashank-phir aap chup kyun hain shashi ne mujhe hitler toh nahin kahaan jo aap mujhse itna darr rahi ho
She gives confused look
Sha-main mazak kar raha tha acha yeh batao ki meri beti ko kya pasand hain
N-beti
Sha-aap mujhe dad kehti ho is hisaab se aaap meri beti hi hona
She smiles she never talked to shashank directly only gunjan used to tell about him he is very strict everyone calls him hitler but today he saw different side of him
N-dad main aapse kuch poocho aap bura toh nahin maanenge
Sh-poocho
N-di ne kahaaan aap bahut strict ho bilkul hitler type (she beats her head) sorry
Sh-sorry bolne ki zaroorat nahin main hun hi aisa
N-nahin dad aap bahut sweet ho
Shashank-pehli baar baat kar rahi hona isiliye aise keh rahi ho baad main apna iraada badlogi
N-mera irada nahin badlega my dad is sweet
They chat for sometime in those few moments they became very close
Sajan reach hospital flowers shower on them they were given grand welcome a small cake party was held for newly wed couple
Rahul-toh treat kab de rahe ho
G-kiski treat
R-meri shaadhi ki ofcourse tum dono ki shaadhi ki
G-koi treat nahin milegi shaadhi ke liye bulaaya wohi kaafi hain
R-yaar tune shaadhi hote hue saare control ise diya kya
S-usne jabardasti cheen li
G-sam
S-kahiye ji
G-tumhein main baad main dekhloongi
R-ladkiyon ka sabse common line hain waise yeh karti kya hain
S-naye intern dekha hain
R-oh who she is ver hot
S-usse shaadhi karlena answer mil jayega
R-ek answer ke liye life barbaad karoon kya
S-maine kiya na pehle aise hi lagega phir aadat pad jayegi
A voice from back
Oh really
He turns it was gunjan
S-tum gayi nahin ab tak
G-sorry woh purse bhul gayi thi main jaa rahi hun you continue
She leaves in anger
S-mar gaya aaj
Rahul smiles
At home mayu gets up with smile
Lagta hain nupur ke massage ka asar hain
M(to himself)itna kyun has raha hain tabiyet toh teek hain
he feels quite better goes and gets fresh when he comes out finds nupur on bed reading book from mirror
M-tum gayi nahin ab tak
He turns and doesn't find her
M-zaroor oil main kuch milaaya hoga mujhe paagal banane ke liye
He goes down and has his breakfast or lunch anything
M-maa nupur kahaan hain
Sh-teri tabiyet toh teek hain
M-aapko bhi yehi lagana I think mujhe bhai se check karwaana chahiye zaroor oil main problem hain
Sh-yeh oil beech main kahaan se aaya
M-saare problem ka jad oil hi hain
Shipa-mayu tu kya bol raha hain
He narrates morning incident
Shilpa ' baat yehaan tak pahunci aur humein khabar bhi nahin hua mujhe toh baal chune bhi nahin deta tha phir aaj nupur se kya baat hain(teasingly)
M-itna khush hone ki zaroorat nahin hain usne mujhe dumki di isiliye chup rehna pada
Saying this he leaves
Shilpa-aate waqt use apne saath laana
M-main uska driver hun jaise gayi waise hi aayegi
Shilpa-dad lekar gaye the
M-dad se kehna laane ke liye main lekar aane waala
Shilpa-lagta hain gaadi patri pe aarahi hain
He goes to court she calls shobha in happiness (yeh moms kabhi nahin sudrenge)
Gunjan was doing her work he was staring at her
She blushes slightly
G-tum yehaan kya kar rahe ho
S-meri sundar wife ko dekh raha tha
G-sam jao yehaan se
S-acha jaa raha hun 10 minute main milne aajaana
G-main nahin aane waali
S-tum aaogi I will wait for you
In court he finds nupur
M-zaroor oil ki wajah se wahaan koi nahin hain
Nupur sees him talking to himself she pats him
N-kya dekh rahe ho
M-tum sach main ho
N-kya
M-pata nahin
N-i think tumhein aur thodi der sona chahiye bewajah yehaan aaye
M-phirse neend ke baare main mat kaho sach sach bolo oil main kya milaya main lawyer hun tum mujhe paagal nahin bana sakti
N-tum already paagal ho I don't think tumhein phirse banane ki zaroorat hain go to hell
She leaves
Gunjan reaches stairs
S-tumne toh kahaan nahin aaogi
G-main neeche jaa rahi thi
S-tumhein jooth bolna bhi nahin aata
G-acha jaldi bolo kya bolna hain mujhe kaam hain
S-who main maafi maangna chahta tha
G-jo bhi maangna hain jaldi I am busy
He pushes her to wall and kisses her lips
She was blushing hard
G-yeh kya tha
S-mere sorry bolne ka style
She was about to leave he holds her wrist and gets closer to her removes hair on neck
In ears
S-mujhe jawaab nahin mila
She looks at him
G-chodo
S-nahin
G-please
He leaves her
She kisses his cheek and runs leaving him shocked
G-yeh mera style hain maaf karne ka
In evening nupur goes to him
N-mom ne mujhe tumhare saath aane ke liye kahaan hain
M-main tumhein apne saath lekar nahin jaonga
N-main bhi wohi keh rahi hun mujhe tumhare saath nahin aane ek kaam karo tum street ke corner pe mera wait karo wahaan se dono saath main jayenga kisiko shak nahin hogi
M-teek hain
He waits for her she doesn't come he calls her she lifts but doesn't talk he again calls he gets busy
Shilpa calls them to ask where were they he says they were coming and goes to court he doesn't find her there
M-yeh kahaan chali gayi
He searches for her asks some friends they say she already left
She was going in auto some gundas attack her she runs to save her life he calls her but her phone drops so she cant talk she runs leaving phone
Atlast they catch her one of them takes knife out she closes her eyes in fear next moment she feels someone drag her into his arms she opens her eyes and finds herself in his secure arms
He beats them forgetting all his senses and leaves with her in car both were silent during whole journey when she was getting down from car
M-kalse tum mere saath chalogi akeli kahin nahin jaogi its my order (without looking at her)
She doesn't say anything and goes inside
Precap mayank badtime
Sajan honeymoon
Welcome to the new thread of Ranveer's unsaid feelings. Keep enjoying the world of Ishveer. Their unconditional Love, their friendship, their...
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
From the author's desk : Welcome to thread 6! I started to write this story years ago when the show was live and now when I look back on what...
[NOCOPY] Hello readers! I am Aditi, I have been writing stories here but this is my first short story on RiKara. Alike, you all have been...
[NOCOPY] Cover credits to Shibani aka oh_nakhrewaali P R O L O G U E The whole house was decorated like a bride. The lights were shimmering,...
245