Aankh khulti hai or tumhari yaad ati hai
Din bhar tumhe dekh kar bhi dil nahi bharta
Ghar jane ka bhi man nahi karta
Jab ghar jata hun to shaam ko phir tumhari yaad ati hai
Sota hun to tumhari yaadein bar-bar jagati hai
Aisa nahi ho sakta ke tum mere pas hi raho
Har din pas akar dur kyun chali jati ho...??