Hey.... I was watching the June 2nd video yesterday and ... dont know why I was laughing like hell at the scene where Jai calls bani out into the living room to talk.. well.. he was talking to her about anu.. ( but we know that was just a bahana.. ) and I felt he was telling what he felt rather than about anu.... so here are the dialogues which he said.. to bani.. but what he actually was meaning is just made up by me.. ( i dont know just I felt it like he was telling his dil ki halat..)
J :Rano ki tabyat ab kaisi hei...
but what he meant.. ( Tumhari tabyat kaisi hei..)
B: thik hei
J: lekin agar hum un dono ki baare mei soche,
( lekin agar hum dono ki baare mei soche )
j: toh kitna farak hei un dono mei,
( toh kitna farak hei hum dono mei)
j: anu ki is harkat se mujhe bahut bura laga Bani..,
( mere harkat se mujhe bahut bura laga Bani..)
j: mujhe samajh mei nahi aara ki usne aisa kyun kiya,
( mujhe samajh mei nahi aara ki meine aisa kyun kiya)
j: mei ne hamessha anu ko beti ki tarah mana \
( mei ne hameshaa tum ko apna nahi mana)
j: us din mei ne aditya aur jigs ko itna kuch keh diya
( us din mei ne tum ko itna kuch keh diya )
j: lekin sach toh yeh hei ki anu ko mei bilkul waqt nahi de paya hoon
( lekin sach yeh hei ki tum ko mei bilkul waqt nahi de paya hoon)
j: aaj apne aap pur bahut gussa aa raha hei...
( aaj apne aap pur bahut gussa aa raha hei_
j: kis kaam ka hei itna paisa,
j: agar woh mera hi ghar bacha nahi paaya ,
j: mujhe samajh mei nahi aa raha hei mei kya karu
….
j: jigs bhi yaha ruk kar apni galti realise karne ki bajaiy tauji ke ghar chali gayi
( Mei yaha apna galti realize kiya aur tu rano ke kamre mei chali gayi)
j: jab anu ko jigs ki zyada zarurat hei toh jig yaha nahi
( jab mujhe tumhari zyada zarurat hei toh tu mere paas nahi)
j: anu ka kya hoga bani,
( ab mera kya hoga Bani......)
well.. this is what i felt.. Jai... is soooo sweet...
I guess bani was soo confused after jai went away...what do u guys say...
well I might be wrong.. but dont know why I felt it this way...
wish to hear ur comments...
luv,
savi