Shashi ki Kashmakash!!😉😆
Naam hai humara Shashi babu
Aaj kal hum hai baray bekhaabo
Dikhtha hai jab Shyam babua ka phone
Toh nikal parthay hai usko pakarne jab ho hum alooone.
Uss phone ko pakarna hai humari majboori
Yeh jaanna ke kaun hai Rani Sahiba hai bohut zaroori
Waisay toh hum hain hi dil ke mareez
Par jab hota hai babua se samna toh hojate hain faareez(freeze)
This was totally random guys!!😆 Tell me what you thought!!
55