i jst finishd reading all the posts related to thursday episodes and really armaan wastotally awesome in those scenes. i wish to say somethng more so i made this post.
to kya hua agar apurva has still long way to go, srk ke jaise emotions to dikha sakta hai na
to kya hua agar jjkn ki story ddlj jaisi lagti hai, armaan jassi ke romance ke scene to hai na
to kya hua agar ila aunty ko middle class girl pasand nahi woh to yahi kahegi na ja beta armaan ja, is ladki se jyada pyar tumhe koi nahi kar sakta ja beta ji le apni zindagi
to kya hua agar mallika ko armaan nahi mila to woh yahi kahegi hum dost to bane rah sakte hai na
to kya hua agar purab ka pyar khamosh hai woh fir bhi yahi kahega jo pyar maine tumari aankhon mein apne liye dekhna chaha wahi pyar ab tumari aankhon mein armaan ke liye hai aur tum nakhre dikha rahi ho jao apne pyar ke pass
to kya hua agar angel ko jassi pasand nahi woh fir bhi yahi kahege meri jassi bhabi jaisi koi nahin😊
to kya hua agar sujal(rajeev khandelwal) ne dilon par raaj kiya , arre dur hato ab armaan sir hai na
to kya hua agar T&D ne script kharab kar di , armaan jassi ka pyar to dikhaya na
to kya hua jjkn hai abhi bhi aditya chopra fir se ddlj bana le with apu and mona
to kya hua agar aadhe se jyada log armaan ke peeche pagal hai aji hum bhi to hai na line mein
to kya hua agar mera bp unstable ho jaata hai jjkn to hum nahi chhodenge
to kya hua agar pardes mein apurva ko srk ne maara ab srk ke peetne ki baari hai apu ke haathon
Hosh walon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai, ishq kije phir samajhiye zindagi kya cheez hai
how did i do? hope i got many of it right
anyone wants to say anything
finally yes apurva can take over srk in near future we hope so
sorry i had forgotten to add some points thas why i edited twice