a scene was shown...Nkash as buddhe...doing their usual khit-pit...🤣
Naitik,.. ( in shivering voice) : arrey Akshara, zara ek pyaali chai toh laana
Akshara ( in shivering voice)..: pachaas saal ho gaye lekin aap sudharte nahi...maine aapki geeli tauliya uthate uthate apni zindgai ke half century beeta daale... 🤣
Naitik..: arrey zara kabhi mujhpar bhi dhayan dijiye..hemsha apne naati pota poti par hi dhyan deti rehti hai..mera no sabse last aayega... zara 8 rupya wala crack jack biscuit toh dijiye chai ke saath..
Akshara.: biscuit khaane ke liye daant hai..? 🤣
Naitik..: main biscuit gholke kha lunga...🤣 aap kya hamesha mujhe champak lal bakery ki biscuit hi dengi..?? 🤣
Naitik : ne haath pakda..
Akshara: arrey chodhiye Naitik, is umar mein bhi haath pakadna...🤣
these were the SBS reporters dialogue...just too good...🤣
but Nkash ka real dialogue dikhaye where Akshara was saying to Naitik ki pachas saal ho gaye but aap abtak sudhre nahi...aap kabhi nahi sudhar sakte...🤣 n then dono ka khit pit start..kya awesome lag rahe the buddhes ladte hue...
n Naitik too had danda in his hand...🤣
4