Dear Niha, editor ko roko nahi, toko nahi,... woh log to Barkha ka gulam hai, ...Barkha ko bhi thodisi jaga chaiye CB ki kahani mei,...Barkha ko dada ka wardrobe badalna hai,... ya chahe gunegaro ko saja deni hai, ( bekasur Mohini ka hath-per tute ya na tute),... Mansaram ko phone bhi karna hai,... Dev-Rd ko hamesh ke liye milvana bhi hai,... dada ke pas mahavra bhi sikhna hai, ...Rohan ko bhi sabse badi saja deni hai,.( kyu sab log bhul gaye...unki bachpan ki saheli ko kitna sataya tha wo Rakshash Rohan ne)...choti ma ke pass thoda laad ladana hai,...dada ko sambhalna hai, zarurat se ziyada Math mei kaam nahi karne ke liye dada ko tokna hai,...Rd ko sajana hai Roka ke liye,..Roka baad sabko ladoo khilana hai,...dada ke liye diet mei bhi khayal rakhna hai,...Dev-Rd ka bahar gumne ka bhi raza manzuri leni hai dada ke paas,...unko Docterni ka title mila hai abhi abhi to nibhana bhi parega,...Rohan bechara ko galat dava dene mei ye title bahut kaam ayega,...sach mei wo chota baccha ban jayega,...(hee hee)..abhi agle hafte sagai hai Dev-Rd ki,...kitna sara kaam baki hai Barkha ke liye,...mere yaro,...itni achhee dost sabko mile,...a FRIEND IN NEED IS A FRIEND INDEED,...sadaa mu par hansi ke saath wo sab kam lipda deti hai,...isliye editor ne socha ke kui na hame Barkha ko hi Heroine bana de,...wese Hero- Heroine ka kaam ka boj kam ho jaayega ,...kitne acche log hai ,... Jai Ho ...Jai Ho... 😕😕😕
Edited by maryamavina - 14 years ago