kya ho geya sab ko yar main ne on dono se promise kiya hai ke on ke wapis ane tak forum ko zinda rakhon ga par main akeila kya makhiyan maron yahan,.?š¤£š¤£
zalimo sunoooš¤£sab a jao yarš
and wiki tumhain ab main kya kahon tum pas bhe nahi hoj mere warnaš”yar atey kio nahi hoš¤tum to a jaya karo yaršš
and please ak req hai is umeed se keh raha hon ke rejcet nahi ho gi,,š
Farhan ko fhon kar ke yahan wapis aney ko kaho pleaseš os ko bolo wapis a jaye os ke yahan na hone se kuch bhe nahi hoga or please please please please os ko wapis bolao yahnš
main ne os se bat nahi karni par bulao point marne hain os koš¤£