....Humari Gulabo ki shaadi Dk ke saath to na ho saki...Lekin to kya hua....Humara bunder...oh mera matlab hain ki..inder to hain hi na...
Aur waise bhi Humari Gulabo ko Inder se pyaar ho gaya hain! Itna hi nahi...inder to uske sapno mein bhi aane laga hain..😳😆😆...Agar mujh par vishwass nahi hain..to khud jaa kar usse pucho!😆...woh uske pyaar mein aadhi ho gayi hain...aap sabko nahi lagta ke humme humari gulabo ke liyeh kuch karna chahiyeh..??
Picchli maar ki tarah..is baar ek shaadi ho jaye?😉...Pichli baar Dulha bhaag gaya tha...is baar dulhan bhaag jaayegi! 😆😆😆 bahut mazza aayega..😉...
Chilly...wedding oragainzer..humme tumhari sakh zaroorat hogi..
Aur ha...Blondie peroxide ki saaliya...yani hum sab...1001 chummo ke badle...1001 thapad de sakti hain😆😆..kyun kya khayal hain😉
Bomby!😆