A song to kesar's unconditional love for Gulaal

chweetu thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 5
Posted: 14 years ago
#1
Hey guys..I'm sireesha...n started watching Gulaal after the leap...n i'm just loving it. I feel this song suits the emotions n love of kesar towards Gulaal. It is kaho na kaho song from Murder..

Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Wafa ke saahilon ka yeh kinaara hai


You may say or not, your eyes say
O sweetheart, my sweetheart
I have this assistance on the path of love
That they are my shore in the beach of faith

Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Wafa ke saahilon ka yeh kinaara hai


Baadalon se oonchi udaan unki
Sab se alag pehechaan unki
Unse hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob


Her flight is higher than the clouds
Her identity is differnt from all
The story of love is associated with her
The proceeding of coming and going breath is associated with her

Baadalon se oonchi udaan unki
Sab se alag pehchaan unki
Unse hai pyaar ki kahaani mansoob
Aati jaati saanson ki rawaani mansoob


Tamally maak
We law hata ba eed any
Fe alby hawak


I am always with you
And even when your far away from me
Your love is in my heart

Tamally maak
Tamally fe baly we fe alby
Wala bansak
Tamally waheshny
Low hata akoon waiak


I am always with you
You are always on my mind and in my heart
I never forget you
I always miss you
Even if I am with you

Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein tu hamaara hai
Andhere raaston ka tu sitaara hai


Tamally habibi bashtaklak
Alaya men badlak
We law hawalaya kol el doon
Bardo ya habibi bahtaglak


I am always longing for you darling
I always need you and nobody else
And if I'm surrounded by the whole world
I still need you, my darling

Tu hi jeene ka sahaara hai
Meri maujon ka kinaara hai
Mere liye yeh jahaan hai tu
Tujhe mere dil ne pukaara hai


You are my only assistance in living
You are shore of my waves
You are this world for me
My heart has called you

Kaho na kaho yeh saansein bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Labon pe naam tere bas hamaara hai
Yeh tera dil bhi jaana ab hamaara hai


You may say or not,your breath says
O sweetheart, my sweetheart
That your lips have only my name on it
This heart of your is now mine,beloved

Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
O sanam o sanam, o mere sanam
Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai
Wafa ke saahilon ka yeh kinaara hai


Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi tera nazaara hai


I have decorated you in my dreams
I have carved you in my emotions
Where ever my eyes look
You are the only view that it finds

Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi tera nazaara hai


Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi tera nazaara hai


Khwaabon mein tujhko sanwaara hai
Jazbon mein apne utaara hai
Meri yeh aankhen jidhar dekhe
Tera hi tera nazaara hai


Please tell me how d song would be to reflect kesar's feelings...n U can add ur own songs...please do reply..

sireesha😊

Created

Last reply

Replies

9

Views

1.7k

Users

7

Likes

11

Frequent Posters

sharneil92 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago
#2
heheh... i love this song...
but doesn't it portray more of lust than love???
sauris thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Engager Level 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#3
Well how about this song from tum mile

Tu Hi Haqeeqat Lyrics

Tu hi haqeeqat khwaab tu
Dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekarari
Tu sukoon tu sukoon
Jaoon main ab jab jiss jagah
Paoon main tujhko uss jagah
Saath hoke na ho tu hai
Rubaroo rubaroo

Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera

Aa tujhe inn baahon mein bhar ke
Aur bhi kar loon main kareeb
Tu juda ho toh lage hai
Aata jaata har pal ajeeb
Iss jahaan mein hai aur na hoga
Mujhsa koi bhi khush naseeb
Tune mujhko dil diya hai
Main hoon tere sabse kareeb

Main ti toh tere dil mein hoon
Main hi toh saanson mein basoon
Tere dil ki dhadkanon mein
Main hi hoon main hi hoon

Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera

Ohhooo…
Kab bhala ab ye waqt guzre
Kuch pata chalta hi nahi
Jabse mujhko tu mila hai
Hosh kuch bhi apna nahi
Uff ye teri palken ghani si
Chaanv inki hai dilnasheen
Ab kise dar dhoop ka hai
Kyunki hain ye mujhpe bicchi

Tere bina na saans loon
Tere bina na main jiyun
Tere bina na ek pal bhi
Reh sakoon reh sakoon

Tu hi haqeeqat khwaab tu
Dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekarari
Tu sukoon tu sukoon

Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera
Tu humsafar tu humkadam tu humnawah mera

chweetu thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 5
Posted: 14 years ago
#4

Originally posted by: shalini92

heheh... i love this song...

but doesn't it portray more of lust than love???



hey...shalini..I didn't thought in that way...Thanks for sharing ur view...But I love this song alot..whenever I watch...the kesar's gaze at Gulaal...all the time this song ...is revolving in my mind... I think..It suits his gaze alot

@sauris...thats a nice song.
Edited by chweetu - 14 years ago
sharneil92 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago
#5
yup! i love that song tooo!!!! <3
nirmaldas thumbnail
Posted: 14 years ago
#6


Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Tu mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein bhejoon tujhko ye payaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise
Aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise
Khwaabon khwaabon tu mile na jaane kya hain silsile
Palkhon par ye pyaar ke na jaane kitne gul khile
Tere khwaab sajaate rehna ab hai mera kaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Ho ho...

Phoolon par shabnam ki nami hai rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi kehte hain bas teri kami hai
Phoolon par shabnam ki nami hai rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi kehte hain bas teri kami hai
Baagon mein hum jo milein to gaayein saari koyalein
Mehke saara ye samaa havayein mehki si chalein
Teri khushboo se bhar jaayein kaliyon ke ye jaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam

Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Tu mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein bhejoon tujhko ye payaam
ShellJA thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Fascinator 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#7
Hi Guys.

Not familiar with the songs...and can't read hindi. Can you please add the you tube links.

Thx
Incense thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Commentator Level 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#8

i will dedicate :

Na Hai Yeh Pana
Na Khona Hi Hai
Tera Na Hona Jane
Kyun Hona Hi Hai

Tum Se Hi Din Hota Hai
Surmaiye Shaam Aati
Tumse Hi Tumse Hi


Har Ghadi Saans Aati Hai
Zindagi Kehlati Hai
Tumse Hi Tumse Hi


Na Hai Yeh Pana
Na Khona Hi Hai
Tera Na Hona Jane
Kyun Hona Hi Hai

Aankhon Mein Ankhne Teri
Bahoon Mein Baahein Teri
Mera Na Mujhe Mein Kuch Raha Hua Kya
Baaton Mein Baatein Teri
Raatein Saugatein Teri
Kyun Tera Sab Yeh Ho Gaya
Hua Kya
Mein Kahin Bhi Jata Hoon
Tumse Hi Mil Jata Hoon
Tumse Hi Tumse Hi


Shoor Mein Khamoshi Hai
Thodi Se Behoshi Hai
Tum Se Hi Tum Se Hi


Aadha Sa Wada Kabhi
Aadhe Se Jayada Kabhi
Jee Chahe Karlu Is Trah Wafa Ka
Chode Na Chote Kabhi
Tode Na Tute Kabhi
Jo Dhaga Tumse Jud Gaya Wafa
Ka

Mein Tera Sharmaya Hoon
Jo Mein Ban Paya Hoon
Tumse Hi Tumse Hi
Raste Miljate Hai
Manzile Miljati Hai
Tumse Hi Tumse Hi


Na Hai Yeh Pana
Na Khona Hi Hai
Tera Na Hona Jane
Kyun Hona Hi Hai
Edited by arti07 - 14 years ago
chweetu thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 5
Posted: 14 years ago
#9
@nirmaldas...thats a nice song..

@arti...the song is one of my fav...

Well I can like any song...since I'm fond of music..n I can sing a little..

I have one song in mind...when kesar says...aansoon ko kyun chupati hai...

Kuch is tarah..song...from Atif Aslam's album..

(kuchh is tarah teri palakein meri palkon se mila de aansu tere saare meri palakon pe saja de) -
2 kuchh is tarah teri palakein meri palkon se mila de kuchh is tarah teri palakein meri palkon
se mila de aansu tere saare meri palakon pe saja de

1. tu har ghadi har waqt mere saath raha
hain haan ye jism kabhi door kabhi paas raha hain jo bhi ghum hain ye tere unhe tu mera pata
de

||kuchh is tarah teri palakein meri palkon se mila de aansu tere saare meri palakon pe saja
de ||

2.mujhko ko to tere chehare pe ye ghum nahi jhachta jaayas nahi lagta mujhe ghum se tera
rishta sun meri gujarish ise chehare se hata de - 2 (kuchh is tarah teri palakein meri palkon se
mila de aansu tere saare meri palakon pe saja de) - 2

Well i cant post the video..sry...guys..


RPK28 thumbnail
Posted: 14 years ago
#10
Im normally a silent member but very much present so i decided to drop by
and add a comment
😃
Chahata kitna tum ko dil tum nahin jaante..
Kya hai meri dil ki mushkil tum nahin jaante.
Aisa ehsaas dadhkan mein kahin pehle na jaga tha..
Chahata kitna tum ko dil tum nahin jaante..

Tumse mili is tarah se nazar, mein hosh mein bhi raha bekabar
Cha gaya cha gaya ajnabee sa nashaa
Chahata kitna tum ko dil tum nahain jaante
Kya hai meri di ki mushkil tum nahin jaante
Aisa ehsaas dadhkan mein kahin pehle na jaga tha

Is zindagi ka sabaab man loun, sajda karoun tum ko raab manloun
Keha raha keha raha saason ka silsila
Chahata kitna tum ko dil tum nahin jaante
Kya hai meri dil ki mushkil tum nhain jaante

I like this song and i think would suit Gulsar...😛😛😛

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".