okay here are my songs!!
Jai to himself: tanhaeeeeeeeeeeee, dil kay rastay mein kaisi thookar meine khaee, tootay khaab saray ek mayoosi hai chayee, her khushi suu gayee, zindagi koh gayee, tumko jo pyar kiya to meinay saza yeh payee, tanhaee, tanhaeeee, palkoon pein kitnay ansoo hai layee
Bani to herself: kyon ke itna pyar tumko karte hain hum, kya jaano gay hamaray sanam
Jai to Bani: Nain se naino ko millaa, kahay tu satayay hai aa bhi ja!!
BAni to Jai: Dil dey diya hai, jaan tumhe dein gay , daga nahi kareingay sanam, rab di kasam yara, rab di kasam ; mein kya karo ram mujhe budhhaa mil gaya...hahah