Posted:
i dont understand why ... but i guess ekta is in love with beds or something !!! 😆
yeh bed hamesha beeech mein taang adata hai aur arohi aur arjun ke beech mein kabab mein hadi ban jata hai !!!
hamesha !!!
pehle room ka batwara hua toh us waqt bed beech mein a gaya aur ab jab honeymoon mein jayenge to bed toot jayega !!!
god !!!
pata nahin yeh bed ka chakkar kya hai !!! 🤣
kya bed arjun aur arohi se pyaar karta hai ?
is answer ka jawab sirf aur sirf kmh2 mein mil sakta hai !!! 🤣
kabab mein hadi :

arjun nahi bed kabab mein haddi hai 😆
love,
medha❤️