Hello guys...🤗 my next poem is on "BIDAI" ... At least once in their life all women have to go through this pain...😭 Even in the show I remember they had beautifully executed the bidai sequence with the special composition of a bidai song "bairan yeh bidai babul ka desh chudagi"... 👏 👏 So guys here's the poem which every girl in this world will relate...😉 hope u'll agree wid me... 😆 i'm sorry i forgot to mentioned 3rd and 4th stanzas have been inspired by a poem i came across in a wedding card..😃
Hothon pe muskan, Aankhon me aansu,
Bada ajeeb hai yeh, 'Bidai' ka jaadu...
Mehandi bhare haathon me lal-lal chuda,
Latakte hue kaleeray, balon me gajra...
Lal jode main saji pure solha singar kiye,
Nikharti hai pure josh se, ek nayi naveli dulhan...
Aos ki ek bundh se hoti hai,
Mata Pita ke liye unki betiyeh...
Roshan karta hai beta toh ek hi kul ko,
Do-Do kul ki lajh hoti hai betiyeh...
Vidhi ka vidhan hai, yehi samajh ki parampara,
Apne priyo ko chod, Piya ke ghar jati hai betiyeh...
Beti dhan paraya hoti, yehi hum sunte aaye,
Dardh bidai ka kya hota hai, yeh aaj samajh main aaya...
Gam aur khushi ka rishta kisa yeh ajeeb hai,
Rona aaye bhi agar toh use nahin hai dikhana...
Haaskar sehti hai har dulhan dard bichadneka,
Hai yeh dard 'Bidai' ka'