Post 2: Dialogues That Speak Volumes Part 2
Post 3: What's Happening to the DEN?
Post 4: Index & Rules
A. Hum tum ek kamre mein band ho
... Par sir, meine toh zindagi se yehi seekha hai, ki chahe kitne badi se badi pareshaani kyun na aa jaye, raasta milna mushkil nahi hota, bas sirf use dhoondhna padta hai...aur aap ghabrieyeh maat'main hoon na'main soch loongi
This is the basic rule by which Geet leads her life. Her positive, never-say-die outlook on life makes her 'sail' through any tempest life throws at her. She is always able to take a step back and look at the situation at hand and find a way out.
B. Jul 9' after the hug in the rain when Maan tries to put some distance between them
Maan sir bilkul sahi keh rahe hain'mein kyun logon se ghabra rahi hoon, mein kyun logon se dar rahi hoon ? jab meine jo bhi kiya hai, sahi kiya hai. Agar mein isi tarah duniya se darti rahi to mein tumhe iss duniya kaise laoongi'Nahi, sir, ab mein nahi daroongi, ab mein nahi ghabraaoongi. Mein logon ka samna himmat se karoongi
Her innate courage emboldened by an able master, Geet resolves to fight against the wrong done to her by Sasha (world) so she can bring her child into this world.
C. Jul 16
M - Mein nahi jaanna chahta tumhare feelings ke baare mein, galati to meri thee jo meine tumhe naukri di. Jis din se tum meri zindagi mein aayee ho us din se meri zindagi uthal phuthal ho gayi hai.
G - Aisa bhi maine kya kar diya sir ke aap mujhse aise baat kar rahe hai.
M - tumne kya kar diya hai ? Bas itna sa doo hoon main (2) pagal hone mein ' pata hai kyun? Kyunki mera poora samay 'tumhare baare mein sochne ' tumhari galtiyon ko sudharne mein lag jaata hai.
This dialogue shows the inner struggle of a proud, arrogant, self-made man who feels helpless and out of control of his emotions in the presence of the simplicity and sincerity of this small town girl that he is slowly and deeply falling in love with.
D. Ms Rathod & HP 2
Mere jeete jee thumara attet khabi thumare ass pass nahi aasaktha geet, meri zindage, meri zindagi thumare bina adhuri hai geet
Maan is a man of few words. Its very difficult for him to express the depth of his feelings for Geet. Inspite of his handicap he makes a valiant attempt to convey his feelings' and succeeds. Here he attempts to assure Geet that he would stand firm as a rock between Geet and her past, facing anything to protect her for his life is incomplete without Geet being a part of it.
E. Jul 21
M - Geet tum mujhe itna hi samajh payee ho ?
G - Jitna samajh paayi hoon, utna hi kaafi hai sir. Aur sehne ki shakti nahin hai mujhmein, chale jaieye. Thak chuki hoon main sir, thak chuki hoon mein logon se lad ladke, thak chuki hoon mein zindagi se, nahi chahiye mujhe aapki madad. Nahi chahiye aapka sahara, mujhe kisiki madad nahin chahiye, mein akeli jee loongi. Aap chale jayeeye , chale jayeeye.
The despair and helplessness felt by Geet when she finds the one person she could look upto and trust, lets her down. She is so tired of fighting all the time, tired of life'so much so that she does not need anyone's help / support. She is ready to live life alone.
F. @ the campsite date ( I picked 2 from this epi)
M - Geet tum mujhe ab tak nahin samajh payee ho. Tumhe mujhe impress karne ki koi jaroorat nahi kyun ki mein bahut dino pehle hi impress ho chukka tha thumari saddgi se'hamare rishte ki buniyaad hi yeh saadgi hai'' Aur tum se pavitra kaun hoga geet ? Maan' Shayad tumne meri baat dhyaan se suni nahi Geet, mein tumhe pehle bhi keh chukka hoon , ke tum jaisi ho waise hi achchi ho. ..tumse behtar kaun ho sakta hai. Aur mere liye pavitrata ke maine tumhi ho Geet., haan.
Maan knows the qualities of Geet that he has fallen in love with'and it has nothing to do with her looks or her baggage. He's fallen in love with her simplicity, sincerity, her unshaking drive for the truth ' her purity.
Once bitten, twice shy. This dialogue beautifully depicts the insecurities still deep within her, her disbelief that she can fall in love and that her love can be reciprocated. After the fiasco with Dev, Geet is afraid to trust her fate. How can someone like her, an unwed mother, get another chance at life. Does she have the right to fall in love again ? Does she have the right to experience those feelings? Does she have the right to include someone in her life again ?
G. @ the first hospital checkup
Mein wohi puraana MSK hoon jo bahut khudgarz hai '.but hamesha Geet ko khush dekhna chahta hai. kal raat mujhe meri zimeedariyon ka ehsaas hua.
Maan's only lakshya in life is see Geet happy forever. But he is aware of her baggage that he has embraced willingly and wholeheartedly. He is aware of his new responsibility in life. His lakshya has only changed him for Geet, not the rest of the world.
H. Oct 26 - Maan-Dev confrontation
Dev - Mein bahut bada gunhegaar hoon bro. Meine aisa paap kiya hai jiske liye maafi bhi nahin maangi ja sakti...kisi tarah mein use mein apne kiye ki maafi maangoo.
Maan - aur jab wo tumhare saamne ayi to dekha tumne ? Dekha ek athaara saal ki bholi bhaali, muskuraati ladki ko tumne kya kar diya ? Dekha Dev? Tumhari gunahon ki vajah se uske gharwale uski jaan lena chahte the aur tumne kitni aasaani se keh diya ke tumhe maaf kar doon ? Nahi Dev, nahi tumhar galati na to main maaf kar sakta hoon aur na hi Geet ko karne doonga. Tumhe sazaa to bhugatni hi hogi. Geet ko insaaf milega. Mein dilwaaoonga insaaf.
Dev admits he committed a crime (gunhegaar hoon). But his version of atoning for his crime stops at asking for Geet's forgiveness. He is the atypical Dev who just does not get the gravity of his deed. That's when Maan asks, so when u finally saw her did u see what u'd done to an ' innocent , always smiling 18 year old ? Did u know that bcoz or ur action her family was going to kill her ? Do you realize the impact of what you've done ? And u say so easily that u will ask her forgiveness ? Dev may be able to forgive himself by asking for Geet's forgiveness. But Maan cannot forgive Dev, nor will he allow Geet to forgive Dev. Per Maan, Dev has to pay for his crime. Geet must get justice'.and Maan will ensure that Geet gets justice.
I. Dec 23 - Post-hiring Arjun
...par us tajurbe ne mujhe bahut kuch sikha diya hai 'ke kisi ke man ke under jaake uske baare mein hum nahin pataa kar sakte 'use milkar, use kaam karke hameih uske asliyat ke baare mein pataa chalta hai'.ek bar dhoka khane ka matlab yeh to nahin na ke hum sab pe vishwas karna chod de ? '.mein jo kuch bhi kar rahi hoon, use bholapan nahi, use insaaniyat pe yakeen karna kehte hai
Inspite of NT being responsible for her ruin, inspite of knowing NT had the intention to kill her baby, Geet is unwilling to paint everyone with the same brush. She does not apply the mathematical rule of if A=B and B=C, then A=C to real life, unlike Maan. She is willing to judge the person based on his capabilities. Until they are known, her default mode is to believe in them 100%. Is this her naivety ? No, this is her ability to believe in the goodness of humanity ... something each of us should aspire to be.
There are many more such gems that I encourage you to find. But now let us turn towards the humor that Barry invokes thru his dialogues. Here are some examples '
1. Picture abhi baaki hai mere dost (Adi)
G - sir, mein Geet bol rahi hoon
M - Haan, jaanta hoon
G - Sir aapke liye ek courier aaya hai
M - Toh kya mein phone mein ghuskar usey padhoon ?
Yeh to sach mein yaha hain'.aaaaa'chor (5) bhago (3), samajh kya rakha hai HP ki hoon meina, hato hato,
M - Geet meri baat suno
G - Huh, Geet? Chor planning karke aata hai aaj kal, haan, hato hato mera danda ..lagi to nahi
M - lagi
G - lagi ? ... to aur khao
M - Chup
3. Jul 26@still @ the outhouse, fighting for the bed
M - Geet tum kab samjhogi ke har sapna poora nahin ho sakta
G - Sir, aap kab samjhenge ki meri aankhen khuli hai to mein sapna kaise dekh sakti hoon ?
4. Jul 27 ' Geet in the shower asking for a new set of dry clothes from Maan
MAAN:"Na jaane bhagvaan ko bhi kya problem ho gayi jo aisi piece ko banaya...ye ladki to kisi ko bhi pagal kar sakti hai."
5. Wo dhakkan to nahi hai !
6. In Manali - Pehenlo, warna pehena doonga !
710