hi guys,
i m not a regular writer but for fun i tried to write this
this OS start from maan geet seperation trak on 29th oct
geet ( while walking) :- hai babaji, yeh kitne dust danav hai aise bahar chod diya, ek baar roka bhi nahi, sach mein dono bahi pagal hai
maan (in office cabin) - pagal ladki hai, mein toh client ko hamari shadi declare kar rha tha aur isne sab ke samne mana kar diya. MAAN SINGH KHURANA ki insult sab ke samne
aur uske upar itni jor ka dhaka. (maan to himself- ab tak dard ho rha hai, itni takat is ladki mein kha se ayi aur itni takat thi toh apne bhai brij par dikhati toh aj mein bhi sukoon s jee rha hota)
adi to pinky - ha ha ha pinkkkkky tujhe nahi lagta geet ne bahut zor ka zatka diya, meraaaa matlab hai thoda dhere marna tha bechare abhi toh hospital se wapas aye hai agar phir chale gaye toh TRP gir jayegi aur is baar toh unka body double bhi TRP nahi bacha payega haa haa haa.
maan enters ans shout-ADiiiiii tum kya bakwas kar rahe ho itna tha toh um TRP sabhalte
adi- wo wo si i ir
maan - adi shut up ( maan to himself- mere office mein paaglo ki fauz hai yeh adi jab man kare hakla ho jata hai aur man kare sahi s bolta hai)
tasha- shahsha sorry slly me, maan apne acha hua geet se kabhi phuysically panga nahi liya
warna wo jab maan sir jaise hate khate k dhaka d sakti h toh ap ka toh pta nahi kya hota aur ap toh kapde bhi bahut chote pehnti ho, girti toh acha nahi hota
shahsha- shut aap, acha hua wo behnji chali gayi, ab MK wapas mere ho jayenge
geet to herself (while walking in road) babaji ab mein kya karu, mein toh kisi ko janti bhi nahi hu,kha jao ab meera ke yha toh nahi reh sakti, babaj madat kar
geet- kay (geet to herself)_ yeh khota ullu kya bakwas kar raha hai
yash- wo mera matlab hai ki do bahiyu k wajah se tum toh beech mein phas gai ho na, toh ab tum mere yha nanny ka job kar sakti ho
geet to herself- babaji yeh khota bhi badal gya us din toh keh rha tha co. CEO bnayega kam s kan SECEretary toh bna rha tha aur aj mein berojgar hu toh nanny ki job d rha hai, nanny toh thode din mein m waise bhi ban jaungi
75