Andhera hai mann ka numbers to bata de
Kahaan jaa raha hai tu TAM ke rakhwaale
Kahaan jaa raha hai
Zee TV ka safar ek andha safar hai (2)
Behekna hai mumkin bhatakne ka darr hai (2)
Sambhalta nahin TRP kissi ke sambhaale
Kahaan jaa raha hai tu TAM ke rakhwaale (2)
Jo thokar na khaaye nahin jeet uss ki (2)
Jo gir ke sambhal jaaye hai jeet uss ki (2)
Nishaa manzilo ke yeh TRP/TAM ke chhale
Kahaan jaa raha hai tu TAM ke rakhwaale (2)
Kabhi yeh bhi socha ki manzil kahaan hai (2)
Channels ke jahaan mein tera number kahaan hai
Tera number kahaan hai (2)
CB ke baandhe the bandhan woh kyon tod daale
Kahaan jaa raha hai tu TAM ke rakhwaale (2)
Kahaan jaa raha hai (4)