TOUCHING DIALOGUES:
Main jaanta hoon Anjali ki tum yehi kahin ho, kyunki tumhara aur mera ek hisa Ved yehi hai mere saath ..jisne humari zindagi ko ek doosre se jor ke rakha hai. Vohi kudrak jisne humhe alag kiya us hi ne hamesha humhe ehsaas karaya ki hum kabhi alag the hi nahi chaaye who yeh sukhi patiyan hi kyun na ho,jo mausam ke saath rang badal thi hai , par humhe baata ti hai ki humara pyaar nahi badla . chahe who hawa hi kyun na ho jo choo kar humhe mehsoos karati hai ki woh tumhe choo kar guzri hai. Yaan phir who baarish ke baad who saundi khushboo hi kyun na ho jo is mausam ki yaad dilate hai ki jab hum saath the , aur yehi kudrak mujhe yeh baata rahi hai ki tum yahaan ho, mere paas, mere saath bhi . kavyanjali ko koi alag nahi kar sakta, yeh kahaani hamesha zinda rahegi . humara ved is pyaar ki khoobsurati mein palega, yeh hawaein humari pyaar ki kahaani sunnayegi , in hawaon mein humari pyaar ki kahaani chupi hui hai Anjali , par main jaanta hoon kit um sabse kheech kar yahaani zarur hogi !!!
aww isn't that touching !!!
plz leave sum comments !!~~~